Question: kya islam me istimna karna gunah he or agar he to uski mafi kese mangi jae
Answer: haram o ghuna e kabira hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009). Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: salam mera sawal ye he k koi apne hath se discharge hota he uska kaya he ye gunah kin ganahon me ata he
Answer: Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. yani mard apnay sath ya kisi doosray zarie sai jima k alawa koi aisa fail karay jis k natijay mai mani kharij ho haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: mera sawal ap sai yai hai kai kia maustrism guna hai ya nai aur kon si condition mai yai guna mai dakhil hota hai plzzzzzzzzzz expalin it and with ahadees and verses of holy quran
Answer: Istemna krna yani hath sai mani nikalna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: salam sir mjy hand practice ki adat prr gai hy or plzzz mjy koi hal btain ky ma is gunah sy bach jau orr hand practise sy shadi ky baad sex krny syy koi prblom to ni na ho gi
Answer: 1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)2)Sub sai pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehad or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day kar aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani kar rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof kar lain jaisay sport, kitab perhna waghira, or har os cheez sai achain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: assalamolaikum sir mera name muhammad inem hay may apna namaz tilawati quaran krta hun.aur pir handpractice hafti may 2 3 bar krta hun pls sir ager koie wazifah hu to mujy bataye.
Answer: 1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Sab sai pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehad or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day kar aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani kar rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof kar lain jaisay sport, kitab perhna waghira, or har os cheez sai bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir....me abi unmarried hn ye btayen k sex appleaing discharge se ksy avoid kia jaye plz jwab de kr aasani famayen....
Answer: 1)Istimna(Musht zani) karna haram hai..(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Sab se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhna waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Salam sir me musht zani me mubtala hn pichle 4 years se plz mje hal btain
Answer: 1)Istimna (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai.(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhai waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). 3)Hazrat Rasool e Khuda s.a.w.w. irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai ghunnah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: asalam o alekum sir men namaz b pharta hon or ko galat kam b nhi karta par pata nhi mujhy kya hwa hy men handparctic bhot karta hon jis ki waj asy men bhot kamzor ho gaya hon ye gandi adat kesy choty gi plz bato plzzz sir plzzz
Answer: 1)Istimna(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai.(Ref : Jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Sab se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhai waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir agar musht zani ko chorne ka koi wazeefa hai to plzzzz btade me buhat pareshan ho is beemari se
Answer: 1)Surah e mominoon ki ayat # 5 mai hai k Sahib e eman wo hai k jo apni sharmgahoo ki hifazat krnay walay hain. Ye ayat ishara hai k zauja aur kaneez k alaea shewat ka koi rasta jaiz nhi isi lie Imam Jaffar e Sadiq a.s nai is ayat k hawalay sai khud kari(hand practice) ko haram qarar dia hai agar chahe roohul bayan(kitab ka nam hai) k mutabiq hanafi aur hambili fiqh mai ye amal jaiz hai. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 716) 2) Hand practice(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai..(Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg no. 253 masla #462) 3)Sub sai pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehad or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day kar aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani kar rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof kar lain jaisay sport, kitab perhna waghira, or har os cheez sai bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: assalamualykum mera sawal ye h ki masterbation se kya nuksaan h or shadi ke baad is se kya problem aati h
Answer: Istimna ya hand pratics (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai. Aur ghuna kabira hai.(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) aur minhajus sualeheen , aqa sistani, part no 1 , masla no:30 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). Note: Istimna k bohot se jismani or rohani nuqsanaat hain jin main se aik ye bhi hay k insan hambistari k waqt bohot jaldi farigh(dischage) hojata hay. Or baaz auqaat tu hambistari ko shuru kerne se pehle hi discharge ho jata hay or bivi se shamindagi ka saamna kerna perhta hay.