Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 5822
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salawaalaikum mai 22saal ka ho gaya ho lekin muze abtak sunnat nahi aayi plz meri madad karo.hand practice nahi kiya to sex me kya problem hota hai kya.

Answer: Istemna krna (hand practice) haram hai chahay kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5826
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Meri shadi nhi howi aur mai bht dafa sex kar chuki hn mai ab wet nhi hoti aur sex karte waqt ab andar dard hota hai mujay kya masla hai mai ab wet kyou nhi hoti

Answer: 1) Istemna krna (hand practice) haram hai chahay kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 2)Rasool(saww) ny famaya:ay Ali a.s surae yaseen ki tilawat kia kro,is mai 10 brkatain hain(in mai sy aik ye hai k)gair shadi shuda,shadi shuda hojaega.(Ref:book dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal pg#18)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 5842
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sir mera sawal hai k kia mard (unmarried) apny alay se khud apny haath se mony nikal sakta hai, kia yeh islam mein jaiz hai. shukria Allah hafiz

Answer: Istimna kerna (hand practice yani khud sy mani nikalna) haram hai chahae kisi bhi zariye say ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5866
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia hand practice k mutaliq koi hadees h

Answer: 1)Istimna (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai.(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Abu Baseer bayan kartay hain k imam jafar e sadiq a.s. nai farmaya k qayamat k din khuda 3 qism k afrad sai kalam nahi karay ga aur inhain ghunahoo sai paak nahi karay ga aur inhain dardnak azab ho ga un mai sai aik wo shakhs hai jo istemna karay. (Ref : Moharammat e islam pg # 337)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5923
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: is masterbution hated in islam??? mera matlab islam mein masterbution ka kya manna hai.. sahie hai ya galat hai... for both ladka (male) or ladki (female).?

Answer: 1)Istimna (kise tariqe se mani kharij) karna haram hai.(Ref . jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Aurat k lie apni sharam gah ko itna cherhna jaiz nahi he k is ki lazzat urooj tak pounch jey aur usi inzal ho jay aur agar us se is ki lazzat urooj tak pounch jay aur us se behnay wala mawad kharij ho jay to is per ghusl wajib ho ga. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 506 pg # 266) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5946
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Mujhe muth marne ki buhat addat par gyi hy or me kamzoor ho gya hun plz koi hal bataye jis se me mota hu jao

Answer: 1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Jo shakhs shadi na krnay ki wajah sai fail e haram mai mubtila hota ho os par shadi krna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407) 3)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5960
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ager hund practies ki waja se uzu bilkol bekaar ho geya ho to kha se or kia elaaj karaya jaye

Answer: 1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki baargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piyaaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5966
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sir mera question ye hai ke insan ko khud ehtalam karna chahiye ya nai kyon ke insan ke jism mein garmi bohat barh jati hai.......khas tor par jo naye naye jawan hote hein.......plz answer it

Answer: istemna (Hand practice) karna ghunah e azeem hai is ki kisi surat mai ijazat nahi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462 pg # 253) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 6020
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam ma rozana hand job karta ho is ko stop karna ka koi idea batain ma is sai both tang ho ma ap ke mail ka wait karo ga thanks

Answer: 1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Jo shakhs shadi na krnay ki wajah sai fail e haram mai mubtila hota ho os par shadi krna wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407) 3)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 6057
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: how should a woman repent for masterbating in the absence of her husband.?

Answer: Imaam Jafar o Sadiq (a.s)said, by which was understood, that if the servant or ALLAH TAALA consent his sin like he did not obey the order of his Creater ALLAH TAALA, and because of this consented and agreement he repented, and because of this repentant he never has a sin so The ALLAH TAALA also for give him. (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e emaan o kuffur , baab # 188 , riwayat # 4 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!