Question: mere ball bohat chotay hain koi dua ya wazifa bata daen jis say mere ghanay lambay ball ho jaen
Answer: Ghanay baal karnay ka wazifa: Agar kisi k baal ghanay na hon to surah e aal e imran ki ayat # 135 ko awal o aakhir salawat k sath 3 martaba parhtay huay baloo mai unglian phairin to baal ghanay ho jain gai. Ayat adhi parhni hai ﻔﺎﺴﺘﻐﻔﺮﻮﺍ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ﻴﻌﻟﻤﻮﻦ (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A.A! Mera sawal yeh hai ke meri umer 27saal honey wali hai aur mera qad chota hai, mujhe koi asan sa tareqa batain ke mera qad barh jae..
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba ho jae ga. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ……… ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: meri umr 20 saal hai aur meri height bahut kam hai plz kuch wazifa bataye jisse meri height bad sake....
Answer: Agar koi ye ayatain fajar ki namaz k baad 11 martaba pani par dum kr k pi lay tou uska qad lamba,baal ghany aur buri nazar sy mehfooz rahay ga. Surae furqan ayt#45 Surae hajj ayt#5 Surae fatah ayt#29 Surae qalam ayt#51 and ayt#52(Ref: naway saleheen,pg#327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Salam, sir mera qad ruk gya hai meri umar 20 saal hai main bohat preshan hun plz iska koi hal bta dain...
Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A-o-A sir, ap ne qad barane ke liye jo kaha he kya wo hum ne ek baar hi chini ki palto per likhna he ya har baar likhna pare ga aur plato me paani dalna he kya, kacha likhna he ya pakka plz is baare me meri rahnumai he shukrya.
Answer: Har baar likhna perhay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) .
Question: Assalam.o.alikum mri age 24 yearz ha or height sirf 4"11 ha bady normal healthy ha,meri family may sb heighted hain sirf mera qad chota ha plz plz koi tarika ya dwa bta dain to increase my height ,Dua go
Answer: Gehray nilay rang ka dhagha mareez k qad k barabar nap lain phir isi daghay k barabar 6 aur nap lain. Kul 7 tarain ho jain gi. In dhago ko mila kar un par surah alam nashrah surah # 94 parh kar phonk mar kar aik ganth marain isi terah 6 mazeed garhain lagain surah parh kar. Yani 7 tarain aur 7 garhain ho jay gi, ab falij zada kamar par bandh lain, inshallah chand dino mai theek ho jay gi. (Ref : Payam E Shifa pg # 201)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: mara sawal yay hy k aqamat k doran kub khara honay chaey pls pls hawalay k sath jawab dain?k humaray aaqa ka kya tariqa tha.
Answer: Mustahab hai k qad qa’ma’tis salaah khenay k baad muqtadi (jamat k sath namaz perne wale) kharay ho jain . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1465) )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: A.s MERA name SULEMAN h r me 17 sal KA HN mgr meri height. choti h me APNI height brhana chahta HN mgr mere height NHI br RHI.plzzzz MJHE KCH suggestions dn Quran KI roshne me?
Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tak har rooz 3 cheeni ki plato par surah yousuf ki ayat # 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafraan sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪ ﻴﺎ ﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A.s MERA name SULEMAN h r me 17 sal KA HN mgr meri height. choti h me APNI height brhana chahta HN mgr mere height NHI br RHI.plzzzz MJHE KCH suggestions dn Quran KI roshne me?
Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: AsSalam-O-Alikum,mere beti ki age 15 saal hai,us ka QAD chota hai ,please koi tariqa yeh dua batain jo mei karsakoo,mei us ki height ki waja se pareshan hoon. jazak Allah kairan
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ