Question: Ap ne qad barhare ka yeh jo wazifa btaya ha (Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) mera sawal yeh ha k Kya in sab ayaat ko ek sth mila k 11 bar parhna ha yn pehly 1 ayat ko 11 bar parh k phir baqi sab ko b alag se 11 ,11 bar parhna ha?????
Answer:
Question: Aslam o alikum sir my age is 22 year hai kafi medican use kr chuka hn but result ni mila koi kindly koi wazifa ya graunted medican btaye jis se minimum 3. se 4 in tak qad barh jaye plz main ne kuch answer parhy hai to net pe search ki wo ayat mgr wo mix h aap kindly supara or ayat ka num b guid kr de k asani se dhond lu plz
Answer:
Question: beshak QURAN PAK me har masle ka hal mojoood h..me ek student hun.mera masla ye h k merii height bht chotii h.js ki wja s me complex ka shikar rehtii hn..mje ye b pta hai k mayoosi kufar h..me bht preshn hu,,ap plz mje koi asa asan sa wazifa bta dn js se mri height increasho,,,,jahan ap itne logo ki tentions khtm kr re hn merii b kr dn...me ap ka y ahsan zindgiii bhar niii bhuloooon gn..
Answer:
Question: Salam mujhe kadd lamba karne ka vazife ki talash me ho. Ap ne bohat bar is site par bataya. Lekin kuch easy tarike par likh sakte hai. kon si sorat kitni bar parnei hai. behjh sakte hai likh kikh kar kaho or kon si sorat kitni bar parni hai or kitne lambe arse tak. Ali
Answer:
Question: Assalam walaikum mera ek sawal ye hai ki meine is website me hight badhane ka wazifa ke mutaliq content padha tha mujhe usme ek surah Furqan ki ayat to mil gayi but dusre surah surah Hajj ki ayat nahi mili jo apne padhne ke liye mentioned kiya hua hai baraye meherbani jald se jald mujhe bataye apki meherbani hogi
Answer: