Question: i am 18 years old plzz mujhy koi dua bateen kaay meri height lambi hojayee i am 4'10 plzz kuch bateen kaay mein lambi hojauon.
Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar subah, asr, isha piay to is ka qad daraz ho jae ga.Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).
Question: Sir mujhe yeh puchna h yeh jo apne qaf lamba karne ka bataya tha wo ayaten jo
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ
Question: aoa meri age 25 hai mera qad bohat chota hai main married hon meri aik baby bhi hai plz aap mera qad badhane k liye koi wazifa bata den allah apko jaza kher ata farmaye shukriya
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: asalam o aliokum. meri age 16 hai aur height 5 foot 1 inch . pls mughay height increase karnay k liye koi wazeefa bta dein aur ye bhe bta dein k kinay din tak wazeefa karna hai pleasee
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain.
Question: A0a meri age 33 yrs hay, married hoon 2 bachy hain, pls koi aysa wazifa bataain jis say meri height 6-7 inch barh jaiy. aur khoobsoorti main bhi izafa ho jaiy .bohut depression main hoon. pls madad farmaian.
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Asalam a wlikum sir meri age 21 han or meri haigth choti han sb mera mazak banta han plz ap mjhe asan se koi ayat bata jase me parh sakho or kitna din tak parho yahe bhi bata plz
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: M short about 4.8 and 23 age..people reject me due to my height tell me how can I increase it m totaly depressed my life is nothing
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. 1) Surah-e-Furqan, Ayat #45 ka shuru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) 2) Surah-e-Hajj, Ayat #05 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), 3) Surah-e-Fateh, Ayat #29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), 4) Surah-e-Qalam, Ayat #50-51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ). (Ref: Naway-e-Saaleheen, Pg#327) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A-o-A sir muje qad lamba kar ne ki dua bataye ya pir koi wazifa ya qurani ayat plz pla sir ,meri umer 21 saal hai kiss bi umer mai dua se qad lamba hu sakthe hai plz plz plz sir aap muje answer de am wa8ing your answer plz thank you sir
Answer: Wssalam o alykum, Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Meri age 16 hai lekin meri height badh nhi rahi hai mujhe koi dua bataiye jisse meri height jald se jald badhne lage
Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba ho jae ga. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ
Question: salam sir aap plz muje qad lamba kar ne ki koi wazifa bata de plz plz sir aap ki bari mahrbani hu gyi plz plz sir or sir muje chahre ki khubsurati or rang gora noorani ka wazifa bi bata de plz plz sir thank you sir
Answer: Wssalam o alykum, Qad ke liye Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. se marvi riwayat ke mutabiq chehre ki koobsoorti ke liye pabandi se Namaaz e Shab pharye. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).