Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 7888
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ASSALAM O ALIKUM SIR MERI AGE28 hai aur height 5.4 hai tu main chahta hon k ALLAH K FAZAL se barh jaye tu koi duwa plz bata dein shukriya w salam

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. I) Surah-e-furqan,ayat# 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii) surah-e-hajj ,ayat# 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii) Surah-e-fateh ayat# 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv) Surah-e-qalam, ayat #50-51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref: Naway-e-Saaleheen,pg# 327)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 7901
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam o Alikum. meri age 23+ hai aur meri height 5'3'' hai. plz give me wazifa for increasing my height rapidly... Thanx a lot!!

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 7929
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir,merey sir k baal bhot tezi sey gir rahy hain,umar 18 sal hai,,2 sal sey bal gir rahy hain,paishani chori ho rae hai,,baal gir k phir nae ata,,doctors sey ilaj karaya,,aram nae aya,,koe rohani ilaaaj batayein

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 7962
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam sir meri age 23 ha aur height 4,11 ha muje qadh badhane ke liye koi dua batayain.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 8105
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir g meri age 18 year ha par mera qad nahe barh raha , please mjhe suggestion dy main kay karo. sir g kya main kent 35 k drops use kar lo jo apne aksar logo ko bata rahkhy ha.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 8108
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir mje jan,na tha k kya after 25 age k bd b es dua sy height brh skte ha qk l0g khty hn 20 k bd height brhna ruk jate ha.

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 8213
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sir Meri age 17 year hai mera qad 4.5 hai Ap mjy ya bta dain k Mai apni hight ko increase kis tarha kru...

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 8223
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: meri age 25 year ha mjhe apnu height me izafa karna ha plz koi tarika bata den

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain. i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 8237
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Meri age 16 year hai aur meri height choti hai plz kuch bataiye aur me apna weight bhi kaam karna chata ho

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain, i: Surah e furqan (surah no # 25) ki ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj (surah no # 22) ki ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh (surah no # 48) ki ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam (surah no # 68) ki ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327). Wazife per bhi amal karain or is ke ilawa qad ko bharane ke liye homoeopathic ke drops aatay hai jin ke istamaal se bhi faaeda ho ga, ap apne qareebi homoeopathic store se kent 35 khared kar din main 3 time 1 goont pani main 10 drops daal kar istamaal karain. Wazan barane ke liye Nihaar moonh khajoor k saath dhoodh pi-lain.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 8323
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalamualekum sir mjh ye janna ki jo ap n height k lye surah furqan or baki surrah ka jo kch hissa btya h wo kitna hissa pdna h plz english n bta dijiye or kya ye sb surah darj zail ayat ka hissa h ya us s alag h.

Answer: ye sub darje zail ayaat ka hissa hai. Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!