Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 6891
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kad lamba karne ki koi buhat hi asaan si dua jo asani se parh sakon

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Id: 7200
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam sir mera qad bht chota hai main shadi shuda hon sab mujpy hasty hain koi dua wazifa bataye.....

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 7201
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam sir mera qad bht chota hai main shadi shuda hon sab mujpy hasty hain koi dua wazifa bataye.....

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 7206
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir mera sawal ya ha k me 2 saal sy army me reject horui hon choty qad ki waja sy plz asa koi wazifa butain k mera qad yaqqeni barh jay jald sy jald sir plzzz meri help krain mujay asan aur yaqeeni hal butain k mera qad jaldi barh jay....

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Id: 7223
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: qadh badhane ke liye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Id: 7245
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Asalam u aleikum meri age 25 saal hai height choti hai plzzzzzzzzzzzzz mujhy kuch esa btayein k meri height barh jaye

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ

Id: 7252
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mujh plz qaas lambha krny ki dua bta dain ager quran main ha to ...

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 7253
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalamu alaikum , apne jo height k liye dua nd allah k name btaye h unme se pehle kise likhna h nd surha yusuf ki ayat 1 puri likhni h alag ya mila kr . . . . .

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 7269
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalam o alaikum..janab meri height bht kam hai mujhe 3 inch height chahye ap koi wajifa or kch nd solutn bta dte to bht maherbani hoti

Answer: Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay- i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ ------ ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat ayat # 29 ka kuch hissa (ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ ------ ﺴﻮﻘﻪ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ ------ ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai-(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 7368
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Slam meri umer 16 saal hai lekin height boht choti hai aap plzz koi asaan duaa btaa day jis say meri help hojaye

Answer: Agar kisi ka qad chota ho to 6 mahinay tk har roz 3 chini ki plato par surah yousuf ki ayat no 1 ko nichay diay huay Allah k nam k sath zafran sai likh kar namaz e subah, asr aur isha k baad piay to is ka qad daraz ho jae ga. Allah k nam ye hain ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﺍﻠﺮﺤﻴﻡ ﻴﺎﺍﻠﻠﻪﻴﺎﻤﺮﻴﺪ (Ref : Naway e salaheen pg # 380) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!