Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 10911
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Condition ke sath nikah karna kaisa 1) nikah ke bad joint family me rehna hoga 2) verna talak de donga

Answer: Nikah k waqt sharaet rakhna jaiz hay. (Ref: Ayatullah sistani d.b, Minhajus saliheen, part#3, maslah#330). Update on dated 10-12-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 10912
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Condition ke sath nikah karna kaisa 1) nikah ke bad joint family me rehna hoga 2) verna talak de donga

Answer: Nikah k waqt sharaet rakhna jaiz hay. (Ref: Ayatullah sistani d.b, Minhajus saliheen, part#3, maslah#330). Update on dated 10-12-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 11126
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kya halath e Haiz me nikah hosakta hai meri Zouja nikah kay waqt halath e Haiz me thi kya ye nikah sahi hai

Answer: Jee, halat e haiz main nikah ho sakta hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2335). Update on dated 27-12-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 12781
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kya mai kisi aisi ladki k saath nikah kar sakta hu jiska phle kisi ldke k saath affair tha or usne us ladke k saath kiss kiya h or mjhe y pata h

Answer: Jee haan kar sakte hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail, 41th edition, maslah #2364) [Updated on 09-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 13060
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aoa. Mehandi aur barat ki rasam ki islam me kia heaseyat he?

Answer: Nikah or walima(khana khilana) mustahab amal hain. mehendi or baraat dunyavi rasam hain.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#3, Maslah#3& 4, eidition 1439). [Updated on 06-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19697
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam-o-Alikum mara sawal yeh ha k aik syed larki kisi sunni larkay say shadi kar sakti ha agar nahi to koi khas daleel dain aur han to b koi daleel dain.

Answer:

Id: 19700
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: jis aurat sai zina kia ho is ki bati sai shadi kar saktai hai ya nahi,

Answer:

Id: 19730
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Step khala se shadi karna jayez ha?

Answer:

Id: 19732
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Sali ke sath sex karna jayaj hai ya nahi ?

Answer:

Id: 19736
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Kya maa baap ki marzi k bagair nikah jaiz hai aur agar unhe puchhe bina koi nikah kare tow uske liye kya hukam hai aur agar baad mein maa baap ko raazi kar liya jaye tow kya dobara unki mojudgi mein nikah padh sakte hain?

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!