Question: kia syed larki kisi gair syed sey shadi kar sakti hai
Answer: shia syed larki kise ghair syed shia larke se shadi kar sakte hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 221 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kya shadi ki pehli raat sex krna zruri hai???
Answer: Shadi ki pehli raat hambistari kerna wajib nahi hay. (ref : E-mail rcvd from sistani(d.b),dated:26. 05-2010)). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: sir mene apni wife k sath piche se sex kar liya hai kya is ki mafi hai
Answer: Biwi k peechay(back) ke maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 20-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Sir , mai ye poucha chahta hoon kah agar aek banda ( Adult ) kisi aurat yaa apni biwi (Adult ) ka dhood pita hai , to kiya ye jaiz hai ya najaiz . PLZ jaldi bata dain
Answer: Shohar biwi ki breast suck(choos) ker sakta hay,leikin agar shohar biwi ke breast ko suck karey aur moo mai doodh aa jaye, toh ehtiyaat wajib ye hay k biwi ka doodh nah piaya jaa (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf.org). Shohar or bivi k ilaawa namehram aurat k jism k tamaam hisso ko touch karna haraam hai .(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #16). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia husband wife se sex na karein 15 din ke andar.. tu nikah toot jata hai
Answer: Biwi apne shohar ko humbistri se nahe rook sakte maker ye k koi sharhe waja ho laikin is se nikah nahe toota . Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2382, 2462)). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia shadi k bad bv k hath se maqad se sperm nklwaa skte hen .
Answer: Biwi apne shoar ki sharmgah(penis) hathon main lay kar mani nikaal kar sakti hai.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalam o alaikum mufti sahib.sir mera yeh question hai k kya shohar aur bivi ikhtai nangai naha saktai hain?kya tubelight ki roshni main 2no humbistri kr saktai hain ya humbistri k liyai andhera hona zaroori hai?plz jaldi jawab dain shukria
Answer: Shohar or biwi aik dosre k sath nange naha sakte hain aur humbistri karte waqt andhera kerna zarori nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #11 , Eidition 1427 hij). . Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: meri wife ko date ha kiya ma us k sath sex kr skta ho???
Answer: Halat haiz main bivi se hambistari kerna haram hay.(Ref:Ayat Ullah Khoe(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #456). ). Update on dated 19-11-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kya bachay ki paidaish k bad 40 din se pahlay mard aurat k sath mubashrat kr skta he ye halal hogi ya haram?
Answer: Agar aurat haiz aur nifaas se paak ho to os se humbistri ki ja sakte hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #448). . Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam wife ke saat sex us ki body par kissing boobs sab kuch us ke saat karsakte hai ye malom hai bus ye bata hay sharamgha par hath laga sakte hai ye bhi malaom hai us par zaban tou nahi phar sakte na wo tou napak chezz hai replay
Answer: sharamgah per zaban lagana jaiz hay, laikin sharam-gaah se nikalne wali ratobat halaq tak pohchana jaiz nahi hay. (Ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Mafhoom e Istiftaat I-2,I-15).. Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).