Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 19351
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia ak waqt ma 2 mutah jaiz hain?

Answer: Jee, Jaiz hain. (Ref: Minhajus Saliheen, Aayatullah Sistani(d.b), edition #1443, part #3, maslah #202). [Updated on 06-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19355
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: کیا طلاق یافتہ اہل سنت لڑکی جو زنا کار بن گئ ہو اور خود کفیل ہو اور پیسہ معین کر کے زنا کرتی ہو کیا اس سے متعہ کرنا صحیح ہے یا نہیں

Answer: Agar woh zinakar aurat zina mein mashhoor ho (yani woh aurat jo kisi se bhi zina ke liye tayaar ho) to ehteyat e wajib ki bina par us ke tauba kar lainay se pehlay us se mutah nahin kar satke. lekin agar zina mein mashhoor nahin hai to us se mutah kar sakte hain. (Ref: website Ayatullah Sistani(d.b), link: https://www.sistani.org/urdu/qa/01867/ ). [Updated on 05-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 19360
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Lerka Pasay de ker muta kay liay razi ker sakta ha

Answer: NULL

Id: 19366
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aoa mera ye sawal hai kay agar larki virgin na ho pehlay say tou kiya wo apnay father ki permission kay baghair mutta kar sakti hai?

Answer: Baaligh larki jo kanwari (virgin) ho wo us waqt tak nikah (daaimi / mutah) nahin kar sakti jab tak us larki ka Baap ya Dada larki ko nikah ki ijazat nah day day. aur yahi hukum ehtiyaat e wajib ki bina (base) par us soorat main bhi hai ke jab larki khud mukhtar aur baaligh bhi ho. Lekin agar larki kanwari (virgin) nah ho to phir nikah (daaimi / mutah) ke liye baap ya dada ki ijazat ki zaroorat nahin hai. (Note: waazih rahe ke yahaan kanwari (virgin) nah hone se muraad sirf ye hai ke aisi larki jo talaaq yaafta ho ya bewah ho aur us kay shohar ne us ke saath hambistari / jima {intercourse} ki ho aur us ke kanwarepan {virginity} ko khatam kiya ho aur us ki iddat bhi khatam ho chuki ho). lekin agar zina ya aise hi kisi kaam ke zariye se us ka kanwarapan {virginity} khatam hua ho to ye kanwari (virgin) hi kehlaaye gi. (Ref: Minhaj us Saleheen, Ayatullah Sistani(d.)b, part #3, maslah #68,70. + Tauzeeh ul masail, edition #42, maslah #2341,2342). [Updated on 08-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19367
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Agar larki talaq yafta ho tou kiya us ko mutta kay liya ijazat lena zarori hai ?

Answer: Agar kanwari nah ho, maslan aisi larki jo talaaq yaafta ho aur us ke shohar ne us ke saath hambistari {jima / intercourse} ki ho aur us ke kanwarepan {virginity} ko khatam kiya ho aur us ki iddat bhi khatam ho chuki ho to wo apne wali yani baad ya dad ki ijazat ke bager nikah (daami / mutah) kar sakti hai. (Ref: Minhaj us Saleheen, Ayatullah Sistani(d.)b, part #3, maslah #68,70. + Tauzeeh ul masail, edition #42, maslah #2341,2342). [Updated on 08-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19593
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualaikum jnab Mera sawal ye hai k jis se muta Kiya hua ho or muddat puri honey k bad Kya dobara same person semuta kr skty hain?

Answer:

Id: 19639
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: ایک عورت سے متعہ کتنی دفعہ کیا جا سکتا ہے؟

Answer:

Id: 19640
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: ایک عورت سے اگر متعہ کیا ہو اس کی مدت ختم ہونے کے قریب ہو تو متعہ کی مدت وہاں سے بڑھائی جا سکتی ہے کے نہیں یا دوبارہ متعہ کرنا ہو گا

Answer:

Id: 20078
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: assalam aliekum, mien agah e sistani ki muqallid hun aur un k fatwaon ki roshni may kuch sawaalat hien jin ka jawaab jaana chahti hun, i wil appreciate your help in this regard, i study in a university where i have made a friend, his name is "A" he is a shia too and he insists k hamara iss tarha saath rehna uthna baithna canteen jaana etc sahi nai sharai lihaaz say,iss liay woh chahta hai k hum muta kar lien, mien iss situation k hawalay say aap say poochna chahti hun k : 1)muta k process kia hoga? kia kissi waqeel ki zaroorat hai? i mean k agah sistani k waqeel say riju karna parayga ya sirf woh jo siga hai tawzeeh ul masaail may ussay parhna kaafi hai? kia kissi gawah ki zaroorat bhi hoti hai? koi written document bhi banana parta hai?please kindly tell me the whole procedure cont...

Answer:

Id: 20104
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: my question is related about mutah.. mahar ke minimum amount kitne hay ya nikah parhtay waqt mutah k lia mahar rakhna zaroore hay? or Ager kise aesee larke say mutah kia jaraha hay k jo shia nahi per muslim hay Jaisay memon or sunni wagaera So is k saath mutah kernay k lia us k father ya grandfather ke permission layna hoge??

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!