Question: sir aoa ma ny aik job join ki but ma ny wo chor di is waja sa ka us ma week ma 2 din visit tha. par ab mujhy dukh ho raha ma wo job dobara karna chahti hun. kya ap koi wazifa bata sakty han is ka liya jis sa wo job mujhy wapis mil jay
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 28-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalam-o-Alaikum mere husband k har kaam mein rukawat arahi hai..kam hota nai hai bohat pareshan hain or dorsa shadi ko 4 saal hogaya koi baby nai hai please batadein kia parhon? . Jazak'Allah
Answer: 1: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay to usay wahan sai rozi milay ga jahan sai usay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). 2: Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. yaa razzaaqo urzuqnee.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 3: Aurat ki agli sharamgah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. Lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151). Wazifa: baraey talab e aullad, har namaz k bad 11 martaba sora e furqan ki 74 ayat ko perrhna or likh kar aurat k gale main baandhna nemat e aulad k hosool k liay mufeed hay. [Updated on 06-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: mene naya job suru kiya hai magr us me munafa nahi ho raha hai
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 19-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalamualaikum jab se Maine shadi ke h mere halat boht tang ho gae h pareshani ka aalam h rozgar nhe kahin nhe mil RHA boht bure Hal h
Answer: 1-Dur e nazeem main heh agar koe in teen naamo ko har rooz 11 mertabah perhe gat u oski tangi e mash wusat e rizq main badal jay gi. ‘الکریم الوھاب ذوالطول’(alkareemul wahaabo zuttaul). (Ref: Nawa e saliheen, pg#345). 2- Har roz kisi aik namaz k baad 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 ayaat perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#345). [Updated on 30-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asslamu alaikum Mere ko job chaiye hai par MIL ti nahi hai ghar ki aesi Position bhi nahi hai ke kuch hove Ham 4 sis hai 4 Ka padhai ka kharacha hi bahot Ho jata hai 3 year se job dhud rahi hu par ni mil ti please aap koi Dua bataiye
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 06-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Question: Asalam.o.alaikum Mere husband ko job nh mil rahi hai wo jis b job k liye apply kr rahy hain koi job nh mil rahi or agr kahi se b interview call ati hai to koi na koi rukawat zarur peda ho jati hai esa kyu horha hai
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 27-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Pichle do saal se karz me doob gaya hu partner ne 10 lakh ka dhokha diya ek maulvi Sahab ko bataya toh unhone kaha k kiya hua h WO ilaj karty h pr ek mahine me fir se musibato me ghir jaata hu . ab kaam bhi nahi aur na kaam karne ki himmatrahi
Answer: 1-Ayat ullah kashmiri k mutabiq 7 roz tak agar surah e alam nashrah surah #94 ko aik bar subah aur aik bar sham mai tilawat kar lia jae to tamam huzn o ghum door ho jain gay. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 94). 2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 martaba “yaa razzaaqo urzuqnee”(یا رزاق ارزقنی). (Ref: nameemul amaal, pg#312). [Updated on 24-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey] [Updated on 02-Jan-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]