Question: sir me bahir mulk jana chahta hun har kam me rukawat arahi hai
Answer: 1-Kisi bhi jaiz maqsad main fatah Hasil karne k liay 141 martabah یا فتاح یا عزیز(Yaa fattaaho ya azeezo) ka wird kia jaey..(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 14-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: AOA Bhai mera naam Yasir, umer 38 saal Kay qarib 1.5 saal say bay rozgaar hoon abi tak koe nokeri nai mili, koe wazifaa bayaan farmaadin.
Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 07-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asalamualikum , merey papa job less hain pichly 5 saal se kafi jaga try kiya hei pr kaheen se jawab nhi ata walida ka bhi inteqal ho gya hei aur ab hum dou behnen hain aur papa k ilawa koi zariya nhi hei amdan ka . please koi help kren
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) [Updated on 18-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Sir g mujy govt ki job chahiay us k liay wazifa btye please
Answer: sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati(job ke liye Allah Taala se dua maangain).(Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). [Updated on 04-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Sir mere shoher ki nokri nh lag rh kahi bhi hr jgha apply kia hai lekin koi company jawab nahi deti plz koi wazifa bta dain k job ho jy
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 14-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa ,sir mera sawal yh h ky m bacho ko ghr m tuition parhati hn but ajkl km ho gaey h ana phly mera room bhra hota tha bacho sy koi aisa Allah ka kalam bta dy ky bachy dubara ajaey
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 30-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asslam o laykum. Me aik multinational company me tha mera job choot gaya hai 6 saal se koshish kar raha hoo na koi job milta hai na koi Business mil pa raha hai.. kuch bataye zikr duaa.
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) [Updated on 27-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa sir myri shadi ko15 sal ho gy hy myri husband ki koi job nahi qarzo m doby hoy hy ghr m hr waqth by sakooni or laryi jagry rahty hy aps m badgomani ka shikar hy hr waqth dill m byskooni hy.
Answer: Answer: 1. Muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311) 2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to donoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo) 3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404). 4. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 5. Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) 1.muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311) 2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to danoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo) 3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404). [Updated on 11-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa meri shadi k bad se gr k halat khrb han jhgra hota rahta h gr m or karobar main bi nuqsan ho raha h koi hal btaen him SB gr Waly bht preshan han
Answer: 1. Muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311) 2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to donoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo) 3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404). 4. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 5. Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) [Updated on 07-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa plz mjhe rizq ka waseefa btya jis SE rizq mein izafa hn bht qarz dar hty ja rhy hai
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 10-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]