Question: Mery rozgar ko khatam kariny wala aik officer hai Javeed Abro aur woh hi mery duty bahal kar sakita hai us Kay liya koi wazifa
Answer: 1-Kis bhi jaiz muqaddame main kamiyabi Hasil kerne k liay adalat main wird kerte rahain“ yaa howa, yaa man laa howa illaa howaâ€Â(یا Ú¾Ùˆ یا منلا Ú¾Ùˆ الا Ú¾Ùˆ) . (Ref: nameemul amaal, pg#314). 2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 martaba “yaa razzaaqo urzuqneeâ€Â(یا رزاق ارزقنی). (Ref: nameemul amaal, pg#312). [Updated on 26-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalam alaicum Rizq me barkat kese ho
Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 13-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mere shohar jis bhi kam ko shuru karte hai unhe nuksan ho jata hai ghar ki maali halat kharab ho gayi hai..kuch aisa bataye ki mere shohar ka business acha chale aur rozi risq ki barkat ho..
Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 20-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: AOA mere shohar ki kaam o karobar sb bandh hogai h hamari Mali haalat thik nhi h ye sb kyu ho rha h ye mujhe samajh nhi aa rha h iske liye main konsi wazifa padhu
Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’neeâ€Âیا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). [Updated on 06-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asslamo alaikum Mere husband ki job chli gai h or m buhat pareshan hn koi asa wazifa btaen k unki job mil jae or hmare halat thk ho jaen.
Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). [Updated on 23-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mujay kam nahi melta hai stand per batta hu our kam nahi melta hai
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 30-08-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Mn aur mri ik czn ik dusry ko bht pasand krty hn. But usky ghr waly ni maan rahy. Aur jb tk mri achi job ni lagy gi wo many gy b ni. Mn kiya wazifa krun k mri achi job b lg jy aur mri usky sath shadi b hojy
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’neeâ€ÛŒØ§ رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Shadi k liay wazifa: Rasool(saww) nay famaya: Ay Ali a.s surae yaseen ki tilawat kia kro,is mai 10 brkatain hain(in mai sy aik ye hai k)gair shadi shuda,shadi shuda hojaega.(Ref:book dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal pg#18) [Updated on 14-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalamo alekum sir maine kpde ka business shuru kiya tha pehle to chala lekin ab nhi chal rha hai mera sara stock waise ka waise rkha hai or jisse paise udhar liye the uske adhe paise maal me phase hai plzzz kuch btaiye jisse mere sare stock bik jaye
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalam e alikum job k lye koi wazifa tu bta dain k job ho jaye har hal mein
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: A.O.A Mere job nie lag rhe ache ma job ka liya jata bhe hn to kam hota hota khatam ho jata ha
Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. یا رزاق ارزقنی (Yaa razzaaqo orzuqnee).(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). 3-Ayatullah kashmiri k mutabiq 7 rooz tak sorah e alam nashrah ko aik baar subah or aik baar sham main tilawat kar liya jaey tu huzn o gham zaael hojatey hain.(Ref: Donya o akhirat ki 100 preshaniyo ka hal). [Updated on 16-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]