Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 5759
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam mera ye sawal hai k mein apny paperz k liye bht pareshan hun mujhy kia karna chahiye k meri pareshani door ho aur mery marks kia achy ain gy??????

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5903
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Which dua I can read before exams to help me.

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 6158
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salaam. Mari 4 month k baad entry test he or me parhae me normal hn plz ap mojhe koe wazifa baten jis ki wajh se me qamyab ho sako?

Answer: Imtehan main aasan paper k liay center(imtehani markaz) janay say pehlay surah anfal surah # 8 ki ayat # 62 ko 7 martabah perh ker jain or is ayat say pehlay or baad 3 martabah salawat perhaain. “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen” . (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 6202
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: asslam o alikum... sir mujhe cheezen baten bht jaldi bhool jati hain....lesson yad krne mai bht time lagta mushkil se yad hota aur examination hall mai bhol jata.... ap mujhe koi munasib tareeqa(weerid) btayen... thanks...

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32) 2)Agar koe talib e ilm chahay k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga. 3)Imtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay. imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 6451
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: aslam-o-alikum main ya pochna chati hon ku imtehan main achy marks ky ly kon sa wzeefa krna chy

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 6491
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir main imtihaan main kaamyabi chata hun koi wazifa ya dua ya koi ayyaat bta dain mara maan baap ko muj sa bhot umeedian hain plz mara email id pa bata dijiya ga

Answer: Kisi bhi jaiz maqsad mai qamiabi k lie pehlay 11 martaba darood sharif parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎﺍﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain. (Ref: Naeem ul aamaal pg # 314)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 6634
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Mai CSS officer bnna chahta hun is k lye mjhe koi achi dua btae jis se mai exam b pass krlu or preparation b maze se karun

Answer: Exam main asaan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 6721
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aksar oqat jane anjane mai gandi pics ya gandi video dekhne se maqad mai pani aa jata hai.. Kya is tarha gusl wajib ho jata hai?? Plz ans.. Mera sawal ghusl wajib hone ka hai..

Answer: Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)Wo ratoobat jo khabi kabar shewat ubhrnay par mard ki sharamgah sai kharij hoti hai osi mazi kehtay hain aur wo paak hai. Aur wazoo ko bhi batil nahi karti (namaz parh saktay hain.)aur wo ratubat jo kabhi kabhi mani k baad kharij hote hai jise wazi kaha jaata hai.ya Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay wida kehtay hain agar is sai peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is sai ghusl wajib nahi hota hai mazeed ye k jab kise shaks ne pheshaab k baad astabra kiya ho aur is k baad istabra kiya ho aur is k baad ratubat kharij ho jis k bare me shak ho k wo peshaab hai ya maskora baala 3 ratoobato me se kohe aik to wo paak hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #70 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 6755
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salaam, sir mara sawal yeh hai k main aik martaba life in the uk test kar chuki hun lakin main kamyab nai hoi ab main dobara wo test karun gai wo test bht muskil hai ap plz muje koi asi dua btain k is martba min kamyab ho jaun .

Answer: One who recite 686 times bismillah

Id: 6837
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Main bar bar fall ho jati ho plz koch hall bataein

Answer: Surae taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326) Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!