Question: Islam main Kiya yeh haram hai agar husband apni wife ki breast ko muh main le aur us k muh main milk chla jaye is main koi mumaniyet tu nahi ya hai
Answer: Shohar biwi ki breast suck(choos) kar sakta hay lekin shohar biwi ki breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaye, to ehtiyat wajib ye hay k biwi ka doodh nah pia jay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: bacha peda honey key kitney din baad ap apni wife sex ker saktey hain islam koi gap rakha hai k nhe
Answer: Mustahabb hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: mera swal ye h ki agr husband wife 4-5 bar sex krte hai tau kya hr bar sex k bad ghusl krna zaruri h mtlb jese k 4 bar sex kya thori thori der bad tau kya 4 bar ghusl krna zaruri hai, plz answer me
Answer: Bagair ghusl kiay huay lagatar jima karna makrooh nahi hai. aur aakhir mai aik ghusl karna kafi hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Main apni bisi ke saath hum bistari kar sakta hoon ya nahi abhi woh 5 mahine hamal se hai please answer .aur agar hamal ke dauran main uski sharamgah yani piche ke side karoon to woh jaayaz hai ya haraam
Answer: 1)Mustahab hai k jab biwi hamila ho to jimma karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5) 2)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay). Update on dated 12-12-2015. (Ref : Ayatullah Sistani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: aslam o alikum mera ap sy ye Question mainy apni b.v k 7 hmbistrgi k doran usk back side may apna penas use kiya tha to kya ye gunah hai? mtlb k usk 7 hmbistargi k doarn back side ko use kar stka hon?
Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay). (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Shadi k baad kya haram hai kya jayez hai in sex with his wife
Answer: 5 awqat mai shohar ko biwi k sath hambistri karna haram hai. 1-Haiz ki halat mai jima karna. 2-nifas yani jab aurat ko bacha paida honay k baad 10 din tak khoon aata hai os halat mai jima karna. 3-roza ki halat mai jima karna. 4-itikaaf ki halat mai jima karna. 5-Hajj ka ahraam bandhnay k baad jima karna. 2)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hai). (Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ki miyan biwi ek dusre ki sharamgah choom sakte hai ?
Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ASLAM O ALIKUM.........MAIN NE IK LARKI SE NIKAH KIYA HA KIY MAIN US SE SHADE SE PEHLAY MIL SAKTA HO YA NAHE.? YE JAIZ HA YA NAJAIZ.?
Answer: Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati nahi hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay sohar k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimne shart samja jata ho to phir aurat k lie nikah k bad rukhsati se phelay sohar k lie apne aap ko paish karna wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149,pg # 72). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Asalam o Alaikum Mera sawal yeh hai k apni biwi ki haya wali jaga ko chatnay say kia meray nikkah mai koi furq ayga..
Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: main apni biwi ki sharam gah ko chathta hoon jis say ussay buhat lutf ata hai..mera sawal hai k kia is say humaray nikah per koi furq parayga
Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).