Question: Assalam o alaikum agar wife apny husband ko beta keh dy tu kia talaq ho jati ha yaa phir kuch nahi hota please jaldi answer chahiye
Answer: koi harj nahi hai). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 639 , eidition # 4th ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Mera Shawal Ye hai ki meni Suna hai kiye Husband aur wife ko Sex kiye doran Bolna nhi chye agr wo bolyn to ise sye un ki Olad biye zuban piyda ho gye ise baat mn kitni Shachi hai Plz
Answer: Hazrat e Imaam Jaffer o Sadiq (a.s) se manqoolah hadees main warid ye hai ke Ager jima ke waqt baat ki jaae to mumkin( imkan ) hai ke bacha gnooga peda ho ga zarori nahi hai k aysa ho. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 4 , topic # mubashirat ke adaab , pg # 130 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Penis & Vagina fucking allowed or not between husband and wife
Answer: Allowed. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia mian bv ko bv ke rishte daron se milne se rok saktaha bv kia fon kr sakte ha
Answer: Merd k liay munasib hay k apni bv ko ijazat day k wo bv apne rishtedaro se mulaqaat kare. Or shohar bivi ko ghar se bahar jane se rook sakta hay laikin shohor ko ye haq nahi pohanchta k wo bivi ko phone kerne se roke. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#3, Maslah#337,338 ). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Salam sir, mera sawal ye he k me ne apni bivi k sath anal sex kia he mujhe pata he k ye gunah he me ne toba bhi kar li he tu kia mera nikah toot gaya he, pls reply me, me buhat parishan hon plz mujhe bata de. thanks
Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 26-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-. masail e mutakhaba, maslah # 67). Note: Anal sex se nikah nahi tootta(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: mera sawal ye hay kay mera sirf nikah hua hay we have no physical relation kiya mere shohar per mera kharcha dena farz ya wajib hay?
Answer: Nikah k baad or rukhsati se pehay k demiyaan naan o nafaqqah daina wajib hay, siwaay is sorat k keh koe aisi alamat ho jis se taay ho jay keh naan o nafaqqah daina zarori nahi chahay isi aytebaar se keh riwaaj hi aisa ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Mujtahid se pochaay gay sawalaat, part#4, maslah #142). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Shohar bv ko period ki halat men shadi ki rat choh skta he
Answer: Haiz ki halat mai jima(intercourse) karna haram hai aur ghunahgar hai laikin jima k ilawa baqi lazzat maslan bos-o-kinar(kissing wagera) krna jaiz hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 451,2426). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Shohar bv ko period ki halat men shadi ki rat choh skta he
Answer: haiz ki halat mai jima(intercourse) karna haram hai aur ghunahgar hai laikin jima k ilawa baqi lazzat maslan bos-o-kinar(kissing wagera) krna jaiz hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 451,2426). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam.. sir kya apni bv k peechhy karna jaiz hai ya nahi islam k mutabiq??? plz answer mw
Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kiya nikah aur rukhsati k darmyan sal ya do sal ka fasla jaiz hy? aur agr jaiz hy to kia larky ko apni manquha ko kharcha bhi dena chahiaye?
Answer: 1) Nikah or rukhsati k demiyaan faasla jaiz hay. 2)Nikah k baad or rukhsati se pehay k demiyaan naan o nafaqqah daina wajib hay, siwaay is sorat k keh koe aisi alamat ho jis se taay ho jay keh naan o nafaqqah daina zarori nahi chahay isi aytebaar se keh riwaaj hi aisa ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Mujtahid se pochaay gay sawalaat, part#4, maslah #142). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).