Question: اØتياط مستØب كي بنا پر Ø´Ûادت Ø«Ù„Ø§Ø«Û Ù¾Ú‘Ú¾Ù†Ø§ کیا ÛÛ’
Answer: Ehtiyate wajib ki bina par tashahud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (Ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition) [Updated on 30-Dec-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Meri ammi Janna chahti h ki salam pherne sai pehele Konc Dua Pari jati h yani ki Tashshud ki Dua K bad or agar Vo Dua na ae to kya kren??
Answer: Note : namaz me namaz ke salam se phele tashahood ( ashadu allaailaaha illalaahu wahdahoo la shareeka lahoo wa ashadu anna muhammadan abduhoo wa rasoolu alla humma salle alaa muhammadin wa aale muhammad ) perhna wajib hay or tashahood se pehle perhe jaane wala zikar zarori nahe or tashahood ko kitaab me daikh kar bhe perh sakte hay ya kise shaks se khede ke wo namaz perhne wale ko perhaade or namaz perne wala us ke sath sath perhe . [Updated on 09-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kia nimaz mai wilayat ali ka iqrar krna jiaz hai tashud mai
Answer: Ehtiyate wajib ki bina par tashahud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (Ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition) [Updated on 09-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Tashahud mein shahadat e Salisa k bary mein Ayatullah Seestani ka kya fatwa hai aur kya Mola Ali ka name qanoot aur sajdy mein ly skty hain?
Answer: Ehtiyaat e wajib ki bina par namaz mai parhna jaaiz nahi hai. (Note: Namaz main quran, zikr e ilahi or dua ke alawa kisi bhi qisim ke izafay ki shariat ne ijazat nahin di hai). (Ref: https://www.sistani.org/urdu/qa/01758/. + Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #1122). [Updated on 22-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kya Tashud mein ( Ali un wli ullah prhna chaye))?????
Answer: NULL
Question: Salam mara sawal ye hay ke karsaz ke jama masjid ke juma ke imam ne last juma or ec juma dono me ye bayan keya k Tashahhud main Shahadat e Saalisa (Aliun Waliullah) parhna jaez hay or kahty han ke aayat ul Allah Seestani ne hukam deya hay ke aap parh sakty han.
Answer:
Question: aslaam o alaikum, kibla baat ye hai k hamary haan aik mulana sahib ali un wali ullah tashahad mai parhaty hain kia hum us k peechy namaz parh sakty hain ya hum namaz ghar mai parhain or plzz aqa sistani tell me k hum ali un wali ulaah k saath namaz parh sakty hain:talib e dua .ghulam hussain
Answer:
Question: asslam o alaikum ya ali madad kibla main aap se quiction poochna chahta hoo kibla hamaray zakir molvi kehtay k agr namaaz main tashad main ali un wali allah ka zikr na ho to namaaz kabool nai hoti to kibla main pershaan hoo is main kia kerna hai paray ya nai plz mujay is ka jawab jeldi dena ok
Answer:
Question: salam allaiq. sir mein kisi mujtahid ki taqleed nahi karta q k mein buhat pireshan hun Nimaz me ALI WALI ULLAH ki shahdi ki waja say, q k mujtahid mana kar rahe hain k jaiz nahi.quran me to yeh hai k jab kabi shahdi ka poucha jaye to foran 3 shahadatin kahni chahye. jaza k allah
Answer:
Question: Q.1 jo shakhas asy mujtahid ki taqleed karta ho jo tashud e namaz mein shahdat e salisa ki ajazat na deta ho usy agar asy peesh namaz k pechay namaz parhni pary jo shahdat e salisa ka qail ho aur namaz mein parhta ho tou asy namaziki namaz ka kia hukam hai? Q.2 jahalat ki kitni aqsam hain ? un ki tashreeh farma dain
Answer: