Question: Assalam o Alikum mera sawal hai k faraz karain k 5 mujtahid jis ki taqleed wajib hai. un me say aik mujtahid kheta hai k namaz me Ali un Wali Allha parha karo, aik kheta hai ni,aik kheta hai k mustahib hai,,, aap guid karain k banda kis ki taqleed karay...or in 5 mujtahid me faraq ki wajha kia hai,,,,,
Answer:
Question: 786-92-110! Assalam-o-Alaekum! mera sawal ye hy k aj kal hmre firqe mai 1 group bana hy jo kehta hy k namaz mai Tashahud k Ali-un-Wali Ullah parha jaye qk Ali ki wilayat ka iqrar kiye baghair namaz batil hy... hmre baron ne kbi ni parha na he Apki Tozih-ul-Masail mai esa likha hy... mujhe bataye k parhna mustahib hy, wajib hy ya mana hy... or agar mana hy tau q mana hy... hmri kisi Imam ka koi qol hy esa k namaz mai parha jaye... or hum fajar, zohrain or maghribain q parhte hain mtlb 5 oqat namaz q ni hamare kis Imam ne ese namaz parhi... Karbala mai b Maula Hussain a.s ne Asar ka sajda Asar k wqt ada kia tha.... plz mujhe in sawal k jawab deden.... meharbani hogi... dua mai yad rkhye ga janab... Allah Hafiz
Answer:
Question: Main Agha Sistani ki takleed main hon jin kay mutabik shahadat e salasa parhna jaiz nahin hai magar main jis masjis main namaz partha hon wahan shahadat e salsa parhe jate hai. kia aisay pesh e namaz kay pechay namaz jaiz hai. please give simple answer YES or NO.
Answer:
Question: salaam.....Mjhe ye batye k nimaz me ALI YUN WALI ULLAH parna theek hy ya nahi.....q k jis jaga me rahtu hu waha hamary shia me hi bohat fight huti hy addy log pary hy ALI YUN WALLI ULLAH OR KUCH NI OR JO NI PARTY ON KOO KAHTY HY DAKUU kiya wajaa hy..plz jawab dy dena??????
Answer:
Question: Assalamualaikum Mera swaal yeh hai k aaj kl log kehty hain k tashahud mein shahadat e salisa ki gawahi wajib hai mgr ulama ny isko mustarad kiya h jnb Ayatullah Aqeel ul Gharvi sahab ny kaha k aap sjdy mein zkr Ali krskty hain toh swaal yeh hai k kya hm tashahud k ilawa qanoot aur sajda mein Hazrat Ali (a.s) ka zkr kr skty hain aur un k qatilon py lanat bhej skty hain?? Aur iska tareeka kya hai? Ayatullah Seestani k mutabiq?
Answer: