Question: Assalam o Alaikum. Sir kya Larki ka shadi krna zaroori hey. Agr wo na krna chahey to. Wo mardon se kisi mazi ki wja se khof mein mubtla ho k wo ab un ki nazdeeki se beemar hoti ho. kya us orat ko bhi shadi lazmi krni chahiye ? mjhey Ahadess or quran k reference bhi btaiye ga.
Answer:
Question: Aslaam u Alikum sir mein ne apne maa baap ki marzi k begair shaadi ki thi meri tarf se koi bhi majood nahi tha larki wale sab majood thy nikah k waqt mein ne larki aur uske ghar walo ko kaha tha shaadi se pehly k mein ja kr apne maa baap ko le ata hu mana kr pr unho ne kaha agr tum gaye toh hum shaadi nahi kry gy mujhy majbooran shaadi krni pri aur haq meher bhi unho ne 5 lakh lijhwaya tha aur mein sasuraal mein he raha 5 mahiny shaadi k 3_4 din he meri saas ne ghar mein laraai krli aur. Laraai kafi barh gayi thi mein toh apne sheher mein bhi nahi tha toh kahi ja nahi skta tha ab wapis apne maa baap k ghar any laga toh aik moka aur de diya biwi ko k ainda asa na ho phir biwi k ghar rehta raha lekin ab jab mein ne biwi se mere maa baap ya meri city mein shift hone ki baat ki toh usne mana kr diya aur phir laraai krne lag gayi aur uski waldha bhi beech mein a gayi aur mere ghar walo ko aur mujhy galiaym dene lag gayi mujhse bardasht na hua mein sab kuch chor kr apne maa baap k ghar a gya meri biwi aur uske ghar walo ne bol diya hai k meri biwi kabhi bhi mere sath punjab nahi aye gi meri biwi karachi ki hai asi bohat si baatein hain biwi ki jo aik shohar bardasht nahi kr skta lekin mein kr raha tha lekin ab mazeed nahi kr skta kya ap bta skty hain agr mein talaaq deta hu toh kya mujhy pura haq meher dena hoga ya nahi ya phir kitna dena hoga aur agr woh mujhse khula leti hai toh bhi kya mujhy haq meher dena hoga?
Answer:
Question: asak agar larky ki maa zabardasti uski shadi karway toh kya larka mana kar sakta hai ??kiyoki jo larki usko pasand hai woh shia syed sab lihaz sy usky liye bahtreen hai...bas larky ki maa khandan ki kisi larki sy nikaah ki zid kar rahi hai....unko razi karny ki koi dua ya amal bata daein....
Answer:
Question: Mera sawal ye hai k ap k paida hote he ap k maa baap ne ap ko goud de dia ho or kise b mamle mai unka amal daghl na ho... Zindagi k hr faisla palne wale maa baap ne kia ho to kia nikkah k waqt paida krne wale baap k ijazat zrori hai, Ya palne wala baap apne marzi se kr skta hai,Jnke haqiqi baiti hai unho ne koi haq ada ni kia kabhi... Khanay peene se le k taleem tk kuch b ni
Answer:
Question: Me ek larke se shadi karna chahati hun Jo ki mery barabar ka hai muslim hai aur bht hi Acha insan bhi hai lakin mere maa baap mujhe ijzt nhi De rhy bs es baat ki wajah se ki wo caste ka nhi hai aur meri shadi zabardasti karwa rhy hai kse aur se jis par me billkul razi nhi hun toh kya me apny baap matlab walii ki ijzt k bina nikha kar skti hun ya nhii
Answer:
Question: Ya Ali Alaih slaat o Wassalam Madad. Qibla I am converted Shia, me ek larki se shadi krna chahta hou jo k is waqt christian hai but wo convert honay k liye ready hai,pehla swaal us ko convert kaisay krwana hai toward Islam as Shia, 2nd question jb wo convert ho jaye ge to me us se nikah kerna chahta hou us ka kia tareeqa hai kia convert honay ke sorat me bhe us ko apnay walid se shadi ke ijazat laina zruri hai ?kindly help me and advise me.Jazak Allah
Answer:
Question: Larki ka nikah ho jay lekin rukhsati na huii ho or wo kisi or ko chahti ha abi b or usky sath bhaag jay or usky sath nikah kar k usky sath rehna shuru dy or har taraf sy larki ki razamandi ho jis k sath bhaagi ho wo to koi masla to nai na police case ya koi or b
Answer:
Question: Ağar larki ki family Shadi ke Liye razı ho magar larkay ki family razi na ho or larki Ka bap marny s AIK din phly larki ki zimedari larkay ko day day.. magar q k boy ( larkay ) kay Ghar walay razı NH or wo dono chup 4 gawaho, hijab o qabool Kr mehar k Sath nikkah Krlain tw kia wo jaiz hoga. Sawal ye hai chup ke nikkah sirf boy ki family ki razamandi na hony ki wjh s kia.. jab kay larki ki family USKA bhai SB razi thy magar wo larkay ki family Ka wait Kr rhy thy.. father nay inquiry krwa k larkay ki usko Shadi ki razamandi day di thi bht martaba.. Ab larkay k ghar walay Keh rhy nikah jaiz nhi q k wali shamil NH tha.. sawal ye h k wali ki razamandi shamil thi or abh BH larki ki family m Khushi s qabol krliya hai. Masla sırf boy ki family Ka hai. i am confused pls guide
Answer:
Question: Aoa 1. kia ek shia lrki ek sunni larke se mutah kr sakti hai jo shadi shuda ho aur mutaah par aqèeda bhi rakhta ho? 2. kia ek shia lrki ek sunni larke se mutah kr sakti hai jo shadi shuda na ho aur mutaah par aqèeda bhi rakhta ho? Please reply through email. I want to keep it hidden. My email address is Skqasimi798@gmail.com
Answer:
Question: Assalamualaikum میں نے ایک کنواری لڑکی کے ساتھ نکاح کیا لیکن اس کا باپ اور دادا زندہ نہیں ہے لیکن بڑا بھائی اور ماں زندہ ہے لیکن اس نے ان سے پوچھ کر مجھ سے نکاح نہیں کیا بلکہ چھپ کر ہم نے یہ کیا ہم نے نکاح کیا یہ نکاح صحیح ہے یا غلط مجھے اس کا جواب دیجیے iltimaas-e-du'aa
Answer: