Question: Assalam o alekum.. Hum 3 saal se relationship ma thy.. 2 saal jinme se ma Bahr raha pak se .. phr pak aane pe mjhy pata chala mera partner ne mjh se kafi kuch jhut bole or mjh se chupay .. main ne Allah ke Raza k lie Maaf kiya or smjaya aaynda jhut na bole.. Lekin phir usk bhd b us ne jhoot bola or pakra gyaaa .. phir ma naadani smj k maaf kiya or smjaayaa .. lekin usk bahd b yaani 3sri dfa b aisaa he hoaa .. Kia mje maaf kr dena chayie ye is rishty ko khatm kr dena chayie.. khatm kren prr is me meri kusoor to naii ??? Ya Allah k han mjhy iska jwb to nai dena parna insan ke brdasht ks had tk ho skti .. maaf krne k bahd b aisa krne walo k sath kia krna chayie ??
Answer:
Question: Meri shadi ko 4 saal ho gye h. Nikkah k waqt mere shohar ne apni pehli shaadi k baare me nhi btaya tha, mjhe shaadi k baad pta chala. Wo aksar akele hi rehte h, mjhe ya apni pehli biwi k saath jyada waqt nhi guzaarte. Unki gair mojudgi me bhi unki izzat bnaye rakhti hu, yha tk ki apne Waldein k yha bhi nhi jaati. Aaj kl unka mijaaz alag ho gya h aur mjhe ab akelapan thik nhi lgta toh mene apne shohar se talaq ki request ki h, lekin unka reaction is pr bht alag hota h wo bolne lgte h ki me ye nikkah nhi maanta toh talaq Dene ka bhi right nhi h mjhe. Ab aap btaye ki unke nikkah naa maanne pr ye nikkah khtm ho gya h ya abhi bhi me unke nikkah me hu?
Answer:
Question: Salam agha please mujhy jawab den Agr larki k walid ki death ho chuki ho or usky dada sy wo ijazat na ly skti ho khandan ki wajah sy or dada ko muta k hawaly sy ilm bhi na ho or naa hee unka koi hum sy aesa taluq ho k uski ijazat hr muamly m lena zaruri ho q k baap k baad maa ny he pala hai or baki khandan mein sy kisi sy kabhi kisi cheez ki ijazat nh leni pari or maa ki taraf sy hamain azadi hai tou kya is surat e haal mein dada ki ijazat k baghair muta kiya jaskta hai? Please mujhy is sawal ka jawab dy dijiye Taqleed: Ayatollah Syed Ali khamenei
Answer:
Question: Salam Mere Kuch Sawal hain Muta K Silsile me. 1. Kya Online Muta Ka Segha Video Call se padha ja sakta h? 2. Kya Muta Ki Iddat Khtm hone ke baad Dobara Muta usi ladki se kiya ja sakta h.? 2 bar ya teen baar 3. Kya Muta karne ke baad agar hambistari na ho tab bhi Ladki Ko iddat Rakhni hogi? 4. Muta me ager Ladki mehr na chahti ho tab bhi Mehr ka moayyan hona zaroori hai ? 5. Mota Ke baad us Ladki ki shadi kisi aur ladke se ho gai. To kya us ladke se dobara shadi ya muta wo ladki kar sakti hai Jis se us ne pahle muta kiya th?
Answer:
Question: Mery Walid Sahab khush nahi thy Shadi say. Zabardasti Razi Kara tha. Gawa k liye. Or nikkah main mujh say koi sawaal nahi howa na he mujh say qabool hai bola. Na he maher ka poncha . Bus paper pay signature kary. Main us mard k Sath khush nahi. Na he Dil manta hai k main bv Hoon us ki. Kiya mery Walid ki Khushi k begar. Nikkah hogya. Mery mu say koi bhii qabool hai ya koi or word nahi poncha gayaa
Answer:
Question: Mery Walid Sahab khush nahi thy Shadi say. Zabardasti Razi Kara tha. Gawa k liye. Or nikkah main mujh say koi sawaal nahi howa na he mujh say qabool hai bola. Na he maher ka poncha . Bus paper pay signature kary. Main us mard k Sath khush nahi. Na he Dil manta hai k main bv Hoon us ki. Kiya mery Walid ki Khushi k begar. Nikkah hogya. Mery mu say koi bhii qabool hai ya koi or word nahi poncha gayaa
Answer:
Question: Mery Walid Sahab khush nahi thy Shadi say. Zabardasti Razi Kara tha. Gawa k liye. Or nikkah main mujh say koi sawaal nahi howa na he mujh say qabool hai bola. Na he maher ka poncha . Bus paper pay signature kary. Main us mard k Sath khush nahi. Na he Dil manta hai k main bv Hoon us ki. Kiya mery Walid ki Khushi k begar. Nikkah hogya. Mery mu say koi bhii qabool hai ya koi or word nahi poncha gayaa
Answer:
Question: Salam Agha Seestani k nazdeek kya ye jaiz hai Agr larki k walid ki death ho chuki ho or usky dada sy wo ijazat na ly skti ho khandan ki wajah sy or dada ko muta k hawaly sy ilm bhi na ho or naa hee unka koi hum sy aesa taluq ho k uski ijazat hr muamly m lena zaruri ho q k baap k baad maa ny he pala hai or baki khandan mein sy kisi sy kabhi kisi cheez ki ijazat nh leni pari or maa ki taraf sy hamain azadi hai tou kya is surat e haal mein dada ki ijazat k baghair muta kiya jaskta hai? Please mujhy is sawal ka jawab dy dijiye.
Answer:
Question: Salam agha sahab, bohat urgent hai please jawab jaldi chaye.. mera bhai aik wahabi larki ki shadi krna chata hy, is shadi se pehle mere maa baap ko bhi ikhtelaf tha. Or baap mai bht bar yeh bhi maloom hua k us larki ki nazron se bohat ziada ghr mai problems bhi aey hyn. Or yahan tk k bhai us larki ki khatir maa baap bhai behn sbse larta hy. Ab usne maa baap ko behla liya hy lekin mai is rishte k khilaf hu. Kiya is surat meri shirkat wajib hy jb k maa baap bhi yeh jante k agr woh is ghr mai ati hy tou mere is ghr mai ana jana khatam hojaeyga.. maa baap bhai behn se rishta rahyga hymesha but ghr k andar dakhal dena yahan wahan maa baap se milna sb khatam hojaeyga. Kiya aise mai mera yeh qadam uthana k mai khud hi ghr mai ana jana khatam kr du ? or kiya mjhpe wajib hy k mai bhai ki shadi attend karu ? Or maa baap ko bhi zabardasti han krwaya gaya hy woh khush ni hy is rishte se.. plz jawab jald chaye jazak allah
Answer:
Question: Meri shadi hoke 3sal hogye h ,me talak yafta thi mere shoher kuware unke ma bap nahi manre te shadi k liye to une kaha shadi k bad man jayege par shadi hogai h ab 3sal hua to b ma bap ko bta nahi rhe h shadi ka na muje Mila rahe h kisi se na muje adress dere h unke ghr ka ar bht jhut bat krte h sab chupate h mujse mei ky kru muje sahi salah de me chodne tab sochri hu ab rishte ka koi matlab hi nahi sath b nahi rehte h mere ma bap k sath rehte h ar wahi job krte bus muje kharcha bhej dete bus baki sare huqooq ka kya ye dhoka hi hua na mere sat ap btaye muje ky step lena chahiye pls madad kre meri bata k
Answer: