Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Nikah ( 1186 Questions)


Id: 24405
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Kya Allah ko gawah bna kar nikkah karna apas mei jaiz hai? Ta k zina say bacha ja skay aur logo ko na btaya jay? Sirf Allah ko raazi karny ki neeyat say kia gaya ho? Nikkah jis tarah molvi parhaty ha usu taarah parha gaya ho apas mei haq mehar bhe bayan kia gaya ho aur raza mandi li ho to kya nikkah jaiz ha? Urdu mei nikkah parha ho?

Answer:

Id: 24406
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam. Mery question ka answer koi nhi deraha Jo deraha Hy woh kehraha Hy naa mumkin Hy plz umeed Karta ho ap jawab dengy Mera sawal yeh Hy me jis se mohabbat Karta ho woh larki Syed Hy cutter Syed Hy aur Mai Sunni ho aur woh Sunni nhi Hona chahti apni aulaad woh shiya chahti Hy aur ausky Ghar waly bhi Agree Nhi hongy k woh Sunni hojaye woh shiya se shadi karna chahtay Hy Me shiya banne ko tayar ho Magar Usky Ghar waly agree nhi horahy Kia Syed larki se Sunni larka shadi nhi karsakta Sunni larka shiya ban Jaye phir bhi shadi nhi karsakta plz answer jaldi dejayega

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 24415
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Ak buhot ajeeb swal . kya Ak larke (boy) ki ak asii larki se shadi hoskti hy , agr dono larki larka ke walden k aps mn kai salo se illegal relations hn,, larki ki maa r larke k baap k drmyan 15 20 se ... ? ?? ksi gwaoon se ye swal pocha gya hy ,,, mne socha yhn poch k,, agey convey krdn... JazakAllah

Answer:

Id: 24459
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Nikah krny sy mard ki qismt ma nikah ma anay wali aurat ki waja sy achi ya buri tabdili aa sakti ha? Agr mard k halat bhht arsay sy bhht khrb chal rhy hon or koi bi kam na ban rha ho balky roz nayi musibt sar pah ati ho to nikah sy halat bhtar ho sakty hain kiya

Answer:

Id: 24475
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mere aik dost ne aik bewa aurat se nikah khawan khud or or meri gawahi ki mojoodgi me nikah nikah parwa liya. us bewa k bhi bache hain or meray dost k bhi. Unhon ne Kisi ko abhi tak na batya or na hi batana chate. Ta k koee fassad na ban jaye. Bewa aurat ab bache na paida kr sakti hai. Aap sy swaal kia ye sharan jaiz hai. Ya is me kisi qisam ki koee kabahat to nahi

Answer:

Id: 24491
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalam o alaikum sir mera sawal ye h k ak larki jiss sa m muhabbat karta hn wo b mjh s bht pyar karti h uska abu ni h uske ami ne usk chachu k sath nikkah kar lea tha to us larki ka saga behn bhai abu ni ha just sagi maa h ab wo larki mjh s bht pyar karti hum ni reh sakty aur dosry k begair aur wo us larki ke 6 saal s mangani hoe v h jo us ke marzi k khelaaf hoe ab us larki ne ghr btaya k m kse aur s shadi karna chahti hon to us k ghr waaly ni maan rahy us k chachu ne bht maara ami ne bht maara kehty zabardasti kar deeni jiss k sath mangani hoe v ha aur wo larki wahan karna ni chahti q k wo larka usy pasand ni na pyara h na parha likha hum 4 saal s ak dosry s pyaar karty hamari family b ak ha to ab kya us larki ko mjh s shadi karni chaye ya apny ghr waln ke bat manani chaye par saari zindagi wo mjy b ni chore sakti plz btaye ga ap AALIM Hen

Answer:

Id: 24501
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualaikum....mai ek ladke ko pasand krti hu or wo bhi mujhe psnd karta he hum nikah karna chahte he or ek halal rishta banana chahte he lekin mere ghar wale nhi maan rahe q ki mai kafi padhi likhi hu or ladka padha likha nhi he par mere liye uska padha likha hona zaruri nhi he...kya islam ki nazar me ye sahi he k ek padhi likhi ladki anpadh ladke se nikah nhi kar sakti?

Answer:

Id: 24502
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Mera sawal ye h ki mene do gawaho ki mojudgi me nikah kia lrdki baligh thi aur me b baligj jisme gawah hi qazi the aur dusre gawah vakeel kya nikah sahi hua he. Dono gawah lrdki ko sirf meri wajh s jante the lrdki k ghr walo ko ye bt pta nhi thi na hi mere ghr walo ko kya nikah durust h

Answer:

Id: 24507
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Maine aik larki say mutah kia or mutah k waqt intercourse nae karonga tay kia baad may 3 4 mulaqaton k baad intercourse b krlia woh khatoon ab b mairay mutah may hai or hum is mutah ko continue rakhna chahtay hain tou kya hum us shrt ko maaf kr saktay hain or intercourse jo howa us ka gunnah maaf hojaega jab k muttah k waqt woh intercourse say hichkicha rea thi or muttah pay b razi nae horea thi tou srf usko itminan dilanay k lea maine seeghay phrnay say phlay yeah kaha tha k fikr na karo hum sirf lazzat hassil karengay intercourse nae karengay phr 2 4 mulaqaton k baad woh intercourse k lea b razi hogae tou kya woh jaiz tha jab k seeghay urdu may parahay thay or seeghay may phra gaya tha k "may flan binte flan apnay nafs ko arsa 3saal k lea haq mehar 14000 k iwaz flan ibne flan k mutah may daiti hon phr maine ishi tareeqay say qubool kia tha tou kya yea jaiz hai or ab hum dono chahtay hain k agar intercourse jaiz nae tha tou back date may woh shrt khatam krdain aesa hisakta hai

Answer:

Id: 24511
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamu Alaikum Qibla m aik larki se Nikah KARNA chahta hu wo divorced hy aur khud mukhtiar b hy mera matlb khud kafeel b hy. Me b pehle se shadi shuda hu Mgr hum Nikah KARNA chahta hy. Wo fiqa Ahnaf se hy aur me Jafria se hu. Kya unhe wakeel ki ijazat zroori hy?. Aur agr zroori nh tou kya Nikah k lye gawaho ki zroorat hogi? Ya me khud Nikah parh sakta hu.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!