Question: Assalamu alaikum Aapse talaaq ke mutaalik ek sawal he ki agar kisi ladki ka jisse nikah hua he or aaj 1 saal baad tak un dono me kisi b trh ki hum bistari nahi huyi he or Wo ladki apne Walid ke ghr m hi rehti he To is haal me talaaq k liy kya krna padega
Answer:
Question: Aoa...mry parents fout ho gy hain.mai apni khala k ghr rehti hn or unhe k baity sy mre nisbat tay h.hum jldi nikah kr lena chahty hain lkn ghr waly sirf nikah k liy nhi maan rhy q k hmary khaamdan mai sirf nikah ka rwaaj nhi .lkn shaadi k liy b kum az kum aik 6 mah ke muddat h. Agr hm gunah sy bchny k liy bghair k ksi qaazi ya gawahon k aik dosry ko qabool kr lein to kya nikah ho jae ga. Please tafseel sy jwab dein k aesi sorat mai kya kia jae?
Answer:
Question: A.O.A mera 1 friend hy osko ladki pasnd h wo os se shadi krna chata h per larki ke mangni ho chuki h laykein wo ladki nhi maanti apne rishtaY ko. Ab wo os ladky k sath bhaagna chahti h to kia bhaag ker shadi kerna sahi hoga yani nikkah ho jai ga?? Or agr nhi to on dono ko kia krna chahiye? Plxxx jawab xaror dyna..
Answer:
Question: Assalamu alaikum, Meri Shaadi hamaare parents aur mere cousin ke parents taye kiya hai, hamaari Shaadi bahut jald hone wali hai, sabhi log Shaadi ki taiyaari me hai, lekin mujhe abhi pata chala hai ki meri cousin ke taluqat Kisi aur ladke se hue hai, Mai us ladki ki izzat to nai uchal Sakta aur family members ko beizzat o naraaz Nahi Kar sakta, lekin Mera Dil us ladki se nikah Karna gawarah Nahi karta, Mai abhi kya Karun?
Answer:
Question: Asalam o alayqum ayk larki nay nikah k waqt nikah say inqar kea laykn oskay ghar walo nay osko zabardasti rukhsat krdea or kaha k esnay qabool krlea hey. Ab wo lurki os larkay k gha rmay rehti hey per abhi taq onkay beach humbstari nahi hoi. Kya yea nikah jaeyz hey?
Answer:
Question: Agar kisi ne 2 saal k liye mutta kia ho mard or aurat ne. Lekin abhi aik saal ki muddat baki rehti ho.. Lekin larki ki shadi kisi or mard k sath 2 mahiny k baad ho, or iss waja sy larka or larki muddat k khatam hony sy pehly mutta khtam karna chahty hon to kya karna chahiye? Halankay abhi aik saal ki muddat baki rehti hai lekin larki ki shadi kisi or k sath do mahiny k bad ho. To muddat k khatam hony sy pehly mutta kaisy khatam kia ja sakta hai? Plzz reply. Zaroor reply kren. Meri dost ka mamla hai.
Answer:
Question: Mane nikkah kia hai lekin hakeley kia hai matlab k mane jis sey nikkah kia hai wo aur mein ek dusre k samne baith kar ek dusre ko khud e nikkah parhaya bina ksi aur bandey k , usne kaha k mein tumhein apne nikkah mein qubool karta hon 3 dafa aur sth haqmehr b kaha aur dia b aur phr mane kaha k mein tmhein apne nikkah mein qubool krti hn 3 dafa. Mera sawal yeh hai k kya asey nikkah ho skta hai ? Mtlb k hmhra ab nikkah ho gaya ? Hum ek dusre k nikkah mein hain?
Answer:
Question: Question: Question: Hum donu ne nekha kia Larky ne seegha parha mujh se permission mang kr Kia hum donu ka nekha ho geyia hy Phr hum ne nekaha farm print me nekala phr hum ne Allah ko ghawa bana kr nekha farm fill kia Kia ye sub thek hy aur physically relation rakh sakty hy jaiz hy
Answer:
Question: Assalamualaikum mujhe dekhne ek ladke wale aaye the lkn unhone mujhe reject kiye meri height ko lekar..Maine bht duaien mangi hai lkn kch nahi hora hai..ap kuch aisa wazifa bata sakte hain jissey wo khud wapas laut ke aaye mere rishte ke liye unki taraf se
Answer:
Question: Assalamu alaikum. Kya khula ki iddat ke baad. Shohar ka humbistari karna galat hai. Jabke khula humko dena nahi tha. Halat aur jhagde ki wajah se nikah ke 3 mahine me khula hogaya jiska waqt aur moqa koi nahi dena chaha.zabardasti se huwa . jabke pasand se pehle se Court marriage karli humne 3 saal pehle. Nikah to ab 8 mahine huwa. Nikah ke 3 mahine me khula hogaya. Iddat ke baad shohar ko humbistari karna sahi hai Jab biwi bi khud sehmat ho. Aur court marriage cancel bi nahi huwi . khula ko cancel kaise kare. Kya nikah khatam hogaya hai hamara. Rishtedari me shadi huwi. Abi darar aur dushmani hai. Apna nikah bachana hai. Khula ko cancel karke.nahi to Zindagi bi barbad hojayegi aur rishtedari bi khatam hojayegi Jo pehle se hai. Court marriage cancel nahi huwi. Iddat ke bich baat chit rahi hamari iddat ke baad hum ek hogaye. Khula ko dono nahi mante. Isse khatam kaise Karen. Please madad kariye bahut uljhan hai zindagi me.
Answer: