Question: kia muhammad name rakhna jaiz he ? only muhammad sath koi aur nam na ho
Answer: Mohammad name rakhna mustehsan he balkeh hazrat Mohammad (s.a.w.w) ne farmaya he k “wo shakhs jis k 4 larkay hoon aur os ne aik ka name bhi meray naam per nah rakha ho to os ne mujh per jafa(zulm) ki”. Haan jis ka name mohammad ho os k lie abul qasim kuniyat rakhna makrooh he. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 387) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: what is the Faqha meaning
Answer: Fuqahaa, faqeeh ki jama he aur is ka matlab he bohot samajh daar, aalim, ilm e fiqh ka jaannay wala. (Ref : kitab Arabic dictionary al munjid pg # 758). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: is it allowed to drive car withiut having liscense in karachi? agar liscense na ban raha ho to rishwat dena jaiz hai?
Answer: It is not allowed to act against the law. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : May 6, 2011 )
Question: Bahee Sahab Ap log kaha sy yeh fathwa dy thy hu....??? ap apna cell number do
Answer: http://www.qoitrat.org/about/index.htm
Question: is adoption allowed in islam? if yes then what are its condition? if no then plz explain why its not allowed
Answer: Yes adoption is allowed in islam. And If a woman suckles a child with the conditions which will be mentioned in rule 2483, that child becomes Mahram. (Ref : website ayatollah sistani d.b. masla # 2473) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya ek aurat doosri aurat se apni sharamgah ki waxing krwa sakti hai?
Answer: It is not permissible if that involve looking at or touching the private parts. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : June 30, 2011)
Question: zabur shareef kis mahine main nazil hui?
Answer: Zaboor 18th ramzan main nazil hoe.(Ref: http://www.alhassanain.com/urdu/book/book/holy_prophet_and_ahlul_bayt_library/imam_al_mahdi/quraan_or_akhari_hujjat/017.html ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: injeel shareef kis mahine main nazil hui?
Answer: Injeel 13th ramzan main nazil hoe.(Ref: http://www.alhassanain.com/urdu/book/book/holy_prophet_and_ahlul_bayt_library/imam_al_mahdi/quraan_or_akhari_hujjat/017.html ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: tohrat shareef kis mahine main nazil hui?
Answer: Torait 6th ramzan main nazil hoe.(Ref: http://www.alhassanain.com/urdu/book/book/holy_prophet_and_ahlul_bayt_library/imam_al_mahdi/quraan_or_akhari_hujjat/017.html ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Salamun Alaikum, I want to know that Is acceptance of WILAYAT-E-ALI(a.s) is compulsory for the every followers of Islam?
Answer: Yes, it is. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : July 7, 2011)