Question: sir, mujhe Hand Practice se bachney ka koi tarika bta dein.
Answer: Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zariay se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 1)sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gay.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ki jinsi khahish ko ubhaaray.or agar aap khud per qaabo nah rakh saktay hoon tu aap k liay wajib hoga k aap nikah karain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010) 2) Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) ghunahoon se bachnein k bohat se tariqe hain jin me se chand ye he k 1)mout ki yaad ko dil main bassa’en 4) ye tassawur karain k khuda aap ko har waqt dekh reha hay. 5)khaas taur per namaz e shab ki pabandi karain. 6)Pakiza aur halal ghiza kahain…. etc (ref : kitab tark e ghunahan k 40 tareeqe). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Hazrat imam jaffer e sadiq (a.s.) ka irshad he k surah e alhamd ka parhna mout k siwa har bemari ki dawa he. surah e hashr ko kholoos e dil k saath parhein to inshallah shifa ho gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 208 , 209) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: MAIN JIS DIN HANDPRACTICE KARTA HUN US PURAY DIN MUJAY WHITE LIQUID KATRE ATY HAIN(TRANPAREN) MANY KI TRA NAI HOTAY TU KIYA IC PAR MUJAY GHUSAL KARNA HUA GA.HANDPRACTICE KARNY K BAD MAIN GHUSAL KAR K PAK HU JATA HUN LAKIN US K BAD YE MASLA HOTA HA
Answer: Hand practice(kisi bhi tariqay se mani kharij) karna haram hai. Agar kisi shaks k badan se koi Ratubat kharij ho aur wo ye na janta ho k mani hai ya phishab ya koi aur Ratoobat agar wo ratubat shehwat k sath aur uchal kar nikle ho aur iskay nikalne k baad badan sust ho gaya ho to wo ratubat mani ka hokum rakhti hai laikin agar in 3 alamat me se sari ki sari ya kuch moujood na ho to wo ratubat mani ka hokum me nahi aaigi aur ghusal bhi wajib nahe hoga. (Ref: Jadeed Fiqhi Masail aqai sistani (d.b), Masla #462)(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul Masail 33rd Edition, Maslah #344,345)(Khuda aapki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Mera sawal ye hai k agr rozy ki halat me jan buj kr mani niklane se roza toot jata hai k nai..??
Answer: Istamna(Hand Practice) say Roza batil ho jata hai aur is par Rozay ki qaza kay ilawa kaffara bhi wajib hai. Agar aapnay apnay ikhtiyaar say Istamna kiya tha jabkay isay pukhta yaqeen ho kay is amal say iska roza batil nahi hoga to is par kaffar wajib nahi hai albatta rozay ki qaza zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla #1630-31) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Aslam u alaikum mera yeh sawal ha k yeh jo larky khud hi hath sy mony nikalty hain ye jaiz ha ya na jaiz plz answer
Answer: Wssalam o alykum, na-jaiz balke Gunah e Kabeera hai.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: sar mujhe btaen man muth marne ki adat kse khatm kro mari umar 15 sal hy
Answer: Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zariay se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 1)sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gay.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah kin a fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ki jinsi khahish ko ubhaaray.or agar aap khud per qaabo nah rakh saktay hoon tu aap k liay wajib hoga k aap nikah karain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010) 2) Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) ghunahoon se bachnein k bohat se tariqe hain jin me se chand ye he k 1)mout ki yaad ko dil main bassa
Question: sar man muth marne ki adat chorna chahta ho

Question: Kya hust methun yani muthiye marna sahi h please answer

Question: SLAAM,My question is that kya musht zani haram hai aur agr hai to iss k haram hone ki daleel kya hai.aur kya musht zani k baad aulad paida ho skti hai?please reply me
Answer: Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zariay se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 1)sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gay.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ki jinsi khahish ko ubhaaray.or agar aap khud per qaabo nah rakh saktay hoon tu aap k liay wajib hoga k aap nikah karain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010) 2) Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) ghunahoon se bachnein k bohat se tariqe hain jin me se chand ye he k 1)mout ki yaad ko dil main bassa’en 4) ye tassawur karain k khuda aap ko har waqt dekh reha hay. 5)khaas taur per namaz e shab ki pabandi karain. 6)Pakiza aur halal ghiza kahain…. etc (ref : kitab tark e ghunahan k 40 tareeqe). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Hazrat imam jaffer e sadiq (a.s.) ka irshad he k surah e alhamd ka parhna mout k siwa har bemari ki dawa he. surah e hashr ko kholoos e dil k saath parhein to inshallah shifa ho gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 208 , 209) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Sir mjhe boht zyada lazat ati hai me control krna chaho tu bhi nhi karsakta or me mani zaya krdeta hon or tauba bhi krta hun phr wapis krta hun mere control se bahir hai
Answer: 1) Istimna (kise bhi tariqe se mani kharij) karna haram hai.(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462)2) mani kharij hone se ghusl janabat wajib ho jata hai.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 344 )3) Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). sub se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Agar aik larki khud ko sexually relax karne k liye khud by handjob karti hai r release hoti hai in case ghusal zaruri hai? Again clear karun k khud kare not with man
Answer: 1)Istimna(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai..(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462)2) mani kharij hone se ghusl janabat wajib ho jata hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 344 )3) Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). sub se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)