Question: Kya biwi se pehli raat hi jima Karna zaroori hai? Kya jima ya ham bistari ke bagr walima haram hai?
Answer: Jee nahi biwi sai pehli raat humbistari karna zaroori nahi hai or is k baghair walima haraam nahi hai albatta shohar k liye jawan biwi sai 4 mahine tak humbistri na karna haraam hai siwaey is k keh biwi is baat sai raazi ho.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2382). [Updated on 04-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: mara sawal hai k agr bv ho hamal k 6 month mai orat usy front side pr na krny dy to kia back side pr kr akty hai ya ni
Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) kerna biwi k raazi nah honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agar biwi raazi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). [Updated on 04-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa ager . bevi raazi ho to peeche se kar sakty hen gunah to nhi ? Ager bivi ki tbiyat khraab ho to wo apne shohar ko jama se rok sakti hai ? Ager bivi na chti ho to hsband zabardasti kar sakta hai ? Plz ans me
Answer: 1) Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) kerna biwi k raazi nah honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agar biwi raazi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay. 2-Agar bivi ki tabiyat kharab ho tu os k liay jima naqabil bardasht ho tu phir wo mana kar sakti hay. 3-Agar bivi baghair kisi uzr e sharee k mama kare tu phir wo gunah gaar hay or shohar hambistari kar sakta hay.(Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67).(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 39 maslah no 2382). [Updated on 02-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Aoa Kiya Haiz ki halat me mard apni bv k sath jama kiye begair kisi or tareeqe k sath discharge ho sakta hai shermgha ka milaab k ealwa kisi or jagh ?
Answer: wsalam.jee doosri lazzaat haasil ki jaa sakti hai kyun k haiz ki haalat mai biwi sai faqat farj mai jima karna haraam hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 448).Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay lekin nikah pr koi asr nhi pary ga). (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). [Updated on 19-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: A/W Agar sadi Suda biwi Apne Sahar ke absent me wo ek gair com means Hindu ladkese physical rehabilitation rakhe to kya Karna chaiye..? Kya nikha tutjata hai ya Nahi ?? Pls bataiye
Answer: Kisi bhi larki ka apne shohar k alawa kisi se jismani talluq rakhna gunah e kabira hay. Bivi k zina karne se wo apne shohar per haram nahi ho jati or agar tauba o istighfar nah kare or apnea mal per baqi rahe(yani zinakaari tark nah kare) tu behtar ye hay k shohar osay talaq day day laikin shohar ko chahiay keh os ka meher day day.(Ref: Ayatullah sistani d.b, Minhajus saliheen part#1, edition#1439, maslah#30+ Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail edition #41, maslah #2367) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1433). Update on dated 22-02-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). [Updated on 05-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Salam Kiya apni bivi se sex karne k liye condoms wagira ka estemal kar sakte hai ya nahi
Answer: Mard k liay jaiz hay k wo family planning k liay sathi or is qisim k dooray cover istemal kare or ehtiyat e wajib ye hay k istemal se pehlay apni bivi se ijazat lay lay.(Ref: Ayatullah sistani d.b, Jadeed fiqhi masael, Maslah#465).
Question: Kia bewi ko anal sex Kar Sakta he
Answer: Biwi k peechay k maqam(anus) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). [Updated on 01-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: کیا رخصتی Ú©Û’ بغیر Ù†Ú©Ø§Ø Ú©Ø±Ù†Ø§ غلط ÛÛ’ØŸ
Answer: agar rukhsati na bhi ho or nikah ki baaqi sharaet moujood ho tu nikah durust hai. (Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani, editon#41, maslah#2335). [Updated on 12-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agr aolad na chiye ho shadi k pehly 2 3 saal to kia ye jaiz hy , aor hamal zaya krna jaiz hy kia
Answer: iÙ°btida mai aulaad na honay ki khuwaish sahi hai lekin hamal ko girana jaiz nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #72 jadeed masael). [Updated on 12-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Biwi Ke Pichlay Hissay Mein galti say chala jay to kaya hota
Answer: Biwi k peechay k maqam(anal sex) main hambistari kerna bivi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar bivi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). [Updated on 15-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]