Question: shadi wale din boolding aana zarori he ya nhi
Answer:
Question: Mera Nikah Ho chuka he Lekin meri biwl ki rukhsati nahi hui to Kya ab uski puri zimmedari uska Sara kharch ab Muje uthana chaye muje plz jald se jald ans dijye
Answer:
Question: kaya mard or orat shadi ke bad ik dosre ki sharamgha ko dekh sakte hain
Answer:
Question: Kya anal sex krne se nikkah tutt jata hai? Or kya Islam main licking jaiz hai urat or mard dono main?
Answer:
Question: Mara nikkah hoa hoa ha abi rukhsati nahe hoe mara husband chahata ha ma un sa mobile pa bat karo ma nahe krti to uno na muja kaha muj sa talak dilwa lo to Kay talak ho gaye
Answer:
Question: Asslam u alikum Mulana sahb meri shadi next month ha .me hambistri ke tariqy se bilkul nawakif ho. Meharbani farma kr tariqa bataey kis tarh himbistri ki jaey or kis jaga se ki jaey... tafseel se rariqa bataein
Answer:
Question: Sir mera sawal yeah hai kk agar husband aik year sy abroad hoo too kaya biwii apny sath sex kar saktii hai khud sukoon hasil kar sakti hai?
Answer:
Question: Kiya shadi k baad pora jism dekh sakty lerka lerki ek dosry ka?
Answer:
Question: If your husband always give you lame excuses to avoid sex when the woman is asking it, what does our deen says about it please respond privately
Answer:
Question: Salam, meri wife ne apne maa baap ko bewaqof banane ke liay un ki marzi se shadi kr li per shadi ke 1 mahene baad hi baap ke ghar chali gai bemari ka bahana bna kr hum sab yahi samjhe ke waqai may bemar hay per aisa kch nahi hay us ke baap ne or may ne bi us ki bemari ki wajeh se us ko us ke baap ke ghar kch din rehne ki ijazat de di.us ka baap kuwait may job krte hain jis ki wajeh se un ko shadi ke 1 mahene baad wapis jana per gaya un ke kuwait jate hi meri biwi bilkul thik thak ghoomne phirne lagi jaise kabhi bemar hui he na hooo.baad may hum per haqiqat khuli ke ye sab drama tha.ab wo talaq mang rhi hay per may talaq dena nahi chahta or us ke maa baap bi nahi chahte ke talaq dun.kia may by force (zabardasti)thora pressure laga ke us ko ghar la sakta hun.is may us ke maa baap bi razi hon too.
Answer: