Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Taharat/Nijasat ( 307 Questions)


Id: 25757
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam. Khawateen k lye toilet k ehkaam bataden. Urnie ya stool pass karnay k baad qaleel pani se kis tarah pak karen ye confusion hai. sharmgaah ko. kitni bar or kaisay pak karen qaleel pani se. kaseer ush shak insan jisay shak or yaqeen me bhi tameez na rahay wo kya karey? JazakAllah

Answer:

Id: 25760
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: assalamualikum ustad mera sawal hai ke mujhe peshab ki bimari hai toh kapde mein pakhana lag jata hai jab bhi mein namaz ke liye wash room jata hun kapde badal ne ke liye jab mere kapde par pakhana lag jata hai iss waje se mein quran namaz nahi padh pata islye mujhe gusal karna hoga kya please jawab dijiye assalamualikum

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 25771
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Agr napak kapra dhoya r dhone k baad kapre mn surf rhh gea (surf usi kapra prr dala alag c) to kia kapra pak hai ?us k sath jo r kapre dhoye (laundry) mn wo bh napak ho gae ? Jis tar prr sokhne dale after spin(dry) wo bh napak ho gae? Kia sbb ka dhona zarori hai abb

Answer:

Id: 25772
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Agr napak kapra dhoya r dhone k baad kapre mn surf rhh gea (surf usi kapra prr dala alag c) to kia kapra pak hai ?us k sath jo r kapre dhoye (laundry) mn wo bh napak ho gae ? Jis tar prr sokhne dale after spin(dry) wo bh napak ho gae? Kia sbb ka dhona zarori hai abb

Answer:

Id: 25804
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalama o alaikum sir mera aik swal h hm rent k ghr mn rehty hn or jgha bht km h osi jgha pe jooty nijasat , napaki ya ghandi cheeszen lagti rehti hn to esi jgha pe nmaz parhny ka kia hukm h agr pocha tapri lga di jay aik br or phr nmaz pari jay to kia jaiz h or dosra swaal ye h k washroom mn jaha ghusal krty hn waha agr poti yani pakhan gir jay or os jgha ko saaf pani sy agr dho diya jay to kia esi jgha pe ghusal ho ga k nai or agr washroom dhoty cheenty pr jay to kia ghusal hoga farz please ye bta dyb details mn

Answer:

Id: 25970
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalamualicum Basically mera 1 flat hai mere kuch dost out of city se ay to mene unko rehny ki jagha di to mera jo bister hai jb me waha gya to wo cumble ka kuch thora sa hissa gilla tha me dar gya wo maani to nhi thi q keh wo jagha akkr jati hai lakin wo nhi akkra me usy smell bhe kia mujhy halki ci ajeeb smell ai zehn me tha keh urine ho skta ab mujhy confirm nhi hai me bht shakki hun is mamly me me apny 2 dosto ko bhe check krwaya kehty mera weham hai me 2 3 dafa check kr chukka hun ab me kya krun usy phenk dun yaa me wo paak samjhu Kindly reply please

Answer:

Id: 25986
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Salam. AGR ek factory mai Hindu loog furniture banaty hain, is furniture pr colour ka kam bhi hota hy , to colour k doran kisi bhi trah AGR Hindu ka hatn color se lagy ya coloured table se lag jaey to wo khusk honay k bad bhi najis hogi...or colour krnay wali machine ko Hindu hi dhota bhi ho? Kiye aesy factory mai furniture ki sales marketing ki job krna jaiz hy?? Or yaqeen furniture ko Banay k bad osko saaf krny k liye gheela kaprha bhi lagatay hain. Furniture Muslim ny bhi use krna hy... By Khamnai sahb. Or Siyastani Sahb Dono ka bataega

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!