Question: aoa sir mery 2 sawal ha plz mery zaror madad kery ma istabra ka masly ma ulga howa ho ,1,,, istbra karty waqt maqad s lay ker aalay tanasal ke jhar tak ketna zoor say dabana zoree hay 2,,,jab may istabra kar lata ho ur toilt sa utah reh hota ho tu koch drop asa latha ha kay nikil gay hay plz mery is dono problems ko hal kry mugay zaroor baty khas ker mery 1 question ka hel baty k ketny zaoor s dabana zarore ha maqad s lay ker aala tanasel ke jher tak thanks
Answer:
Question: mera sawal yeh hai ke jab main istinja kerta hoon to main pesaab kerne ke aakhri muqaam ko istinja ke dhele se khusk kerta hoon uske baad khade hoker dobara baith ker pesaab ke muqaam ko tanne per pesaab bahut halki miqdaar mein dikhta hai to phir main istinja ke dhele se khusk kerke baitulkhula se baher aane ke baad 2 minute chahelqadmi kerke phir baitulkhula mein pesaab ke raaste ko tanne per bahut halki miqdaar mein pesaab dikhta hai phir se main waisa hi kerta hoon teesri baar ke baad aur pesaab ke katre nahin dikhte sawaal yeh hai ke kya main istinja kerne ke liye istinja ke dhele ki jagah toilet paper ka istemaal ker sakta hoon kyonki ki toilet paper ko aasani se kahin bhi le ja sakte hain aur istemaal ke baad use phenk bhi sakte hain lekin istinja ke dhele ko her jagah use nahin ker sakte aur mai istinja ke liye istinja ke dhele ya toilet paper ka istemaal isliye kerta hoon ke mujhe pata chal sake ke pesaab ke aur katre aarahein hain ya band ho gaye baraye meherbani aap jawaab batadijye hamein namaj padhne mein bahut baar karahiyat mehsoos hoti hai
Answer:
Question: Pls.Pls.Pls.Pls answer in the light of Hadis. Mera sawal ye hai ki meku peshaab karne ke kuch der baad mehsus hota hai ki shayad peshaab ke qatre nikal gaye hai par mujhe kabi lagta hai ki yeh mera vahem hai aur kabi ye lagta hai ki peshaab ke qatre nikal gae hai.To mai apse yeh kahena chah raha hun ki is situation me namaz padi ja sakti hai aur kya kapde pak rahte hai aur kya kapde badal lena kafi hai ya fir ghusl karke kapde badalna chahiye and agar hame sone se pahle ye baat mehsus hui ki peshaab ke qatre nikal gae hai aur hum vaise hi so jae to kya bistar bi naapak ho jata hai?
Answer:
Question: 1.Istanja karne ke 3-4 hours ke badh peshab ki naali se kuch rutubat kharij ho aur wo rutubat sardi ya kisi ki wajah se nikle tou kia wo rutubat paak hai ya nhi 2.Aur muje bohat sakh karne ki bimari hai agar istinja bhi karloun tou sakh he rehta hai ke kahi peshab na nikal jaye
Answer:
Question: میرا نام صحنواز خان ہے میں ہمیشہ صاف پاک رہنا چاہتا ہوں پر جب میں استنجا کر کے آت ہوں تو پیشاب ٹپک جاتا ہے کبھی ایک بوند کبھی چار یہ دس بوند کے آس پاس ہو جاتا ہے ایسے میں میں کیا کروں ؟؟؟ اور استنجا کرنے کے بعد کتنی بار پانی سے اپنے سرانگہ کو دھونا چاہیے کی ہم صاف پاک رہ سکے ؟؟؟ میں ہمیشہ نماز پڑھنا چاہتا ہوں بس اسی وجہ سے نہیں پڑھ پاتا ہوں آپس گذارش ہے کہ بہترین طریقہ باتر اور کیا جب لڑکی کی ماہواری انے کے بعد زیریناف کے بال صاف کرنے لینا چاہیے کیا تبھی وہ ساف پاک رہ سکتی ہے یہ فر نہ کریں تو اسے کوئی دکّات ہے ؟؟؟
Answer:
Question: Kia Peshaab k baad Istibra karne ka aik hi tareeqa hai jo Tauzeeh ul Masail mai hai, ya phir kisi aur tareeqay se bhi Istibra hosakta hai? Mujhe Istibra karte waqt bohat shak aata hai k sahi kar raha hun ya nahi aur bohat waqt lagta hai. Iss k liye kuch batayen.
Answer: