Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 4729
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya kisi ko istenja karne ke baad peshab ka katra kharij ho jay to use gusl karna zarori ho jata hai ki nhi

Answer: Istebra aik mustahab amal hay jo mard hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta k ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k sath wali ungli ko peshab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. 3)Agar kisi nay istebra na kia ho aur peshab karnay k bad kafi waqt ghuzr janay ki wajah say osay itminan ho k peshab nail may baqi nahi reha tha aur is doran ratoobat kharij ho aur osay shak ho k pak hay ya nahi to wo ratoobat pak hogi aur os say wazoo bhi batil nahi ho ga. (Ref : Tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla # 69-73, 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 4908
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AOA, ajj kal mujha peshab karna ka thori dar bad peshab ka mamoli droop nikalta han shayad sardiyo ki waja sa..or underwear pa lag jata ha..to kia mare kapra pak hon ga ya napalk plz bataen me kia karo....???

Answer: Istebra aik mustahab amal hay jo merd hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta keh ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k pashab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. 3)Agar kisi nay istebra na kia ho aur peshab karnay k bad kafi waqt ghuzr janay ki wajah say osay itminan ho k peshab nail may baqi nahi reha tha aur is doran ratoobat kharij ho aur osay shak ho k pak hay ya nahi to wo ratoobat pak hogi aur os say wazoo bhi batil nahi ho ga. 4)Agar wo ratubat k peshab ya mani honay ka yaqeen ho to phir najis libas me namaz sahi nahi he. (ref : tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 69-73 , 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 4917
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mera question hai k jb main peshab krta hun to kuch dair tk drops girtay rehtay hain kafi arsa pehlay ye bhot zaida tha problem hr waqat girtay rehtay thay koi solution batayen plz plz plzzzzy

Answer: 1)Istebra aik mustahab amal hay jo merd hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta keh ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. (ref : tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 69) 2)Agar peshab k qatray aanay ki beemari hai to ap k lie wazifa bhi bayan krtay hain, Surah e zumar surah # 39 ki ayat 67 likh kr qamar par bandh lain aur zafraan sy likh kr pilain to qatra qatra pishaab ki bemari khtam ho jaegi. (Ref : book nawaey saleheen pg # 329)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 4918
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: sir mujha peshab ka thore dar bad peshab ka drop ate ha..or bar bar kapra napak ho jata ha,me kia karo???? or ya abhe sardiyo me ho raha ha...

Answer: Istebra aik mustahab amal hay jo merd hazraat paishaab k baad is wajah say anjaam daitay hain taa’keh ye itminaan ho jaay k pishaab ki naali may peshaab baaki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshaab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k upper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5119
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam Qibla agar Peshab krne k baad Mani k ek ya do ktray aajain to kya namaz k liye Ghusal Wajib ho jai ga....

Answer: Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay wida kehtay hain agar is sai peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is sai ghusl wajib nahi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5329
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: asalam-o-alaikum sir muje peeshab karne ke baad jab me ta,harat bhi kar leta hun us k bad kuch ( qatre ) ate hen kya ye na paaki he? kya esi halat k andar me namaz ada kar sakta hun?? plz tell me

Answer: Istibra aik mustahab amal he jo merd hazraat paishab kerne k baad is liay anjaam daitay hain k itminaan hasil hojaay k ab paishab nail main baqi nahi raha he.Laikin aurat k liay peshab k baad istibra nahi he.Laihaza agar koe ratubat kharij ho or shak ho k ye paishab he ya nahi tu wo ratubat paak hogi or agar ye aurat wuzu se ho tu iska wuzu or ghusl bhi is ratubat k kharij hone ki wajah se batil nahi hoga. (Ref:A.Sistani(d.b). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5406
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Istanja karna ka sahi tarika

Answer: Istinja o istibra ye hai ke insan peshaab karne ke baad koi bhi esa amal kare ke is ko itminaan ho jaae ke peshaab ki nail mian peshaab baqi nahi raha or phir pani se us maqaam ko paak kar le. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 69 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Id: 5488
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam g kya tharat karny k bd jo qatry niklty hai wo nijas hai ya pak

Answer: 1)Istebra aik mustahab amal hay jo merd hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta keh ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. 2)Jis kisi shakhs nai peshab k baad istebra kia ho aur is k baad koi ratoobat kharij ho jis k baray mai wo na janta ho k peshab hai ya koi aur ratoobat to wo pak hai. aur agar istebra na kia ho aur yaqeen ho k jo ratubat nikli hai wo peshab hai to namaz parhnay k lie os jigha ko pak krnay k bad wazoo karna bhi zaroori hai.(ref : tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 69-73 , 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5490
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Sir pehshab ke baad peshad ke kuch qatre ate ae kia mea us ke bad Namz prh satka ho ya gusal wajab ho jata ae

Answer: 1)Istebra aik mustahab amal hay jo merd hazrat peshab k bad is wajah say anjam daitay hain ta keh ye itminan ho jae k peshab ki naali may peshab baki nahi raha. Is ka tareeqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkein. 2)Jis kisi shakhs nai peshab k baad istebra kia ho aur is k baad koi ratoobat kharij ho jis k baray mai wo na janta ho k peshab hai ya koi aur ratoobat to wo pak hai. aur agar istebra na kia ho aur yaqeen ho k jo ratubat nikli hai wo peshab hai to namaz parhnay k lie os jigha aur kapray ko pak krnay k bad wazoo karna bhi zaroori hai.(ref : tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 69-73 , 787) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5529
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: salam qibla mera sawal hai ka namaz se pehly maine peshaab kya aur achi tarah istambra bhi kya aur us k baad bhi agar ek qatra peshaab ka kapron ko lag jai to kya us kapron main namaz ho sakti hai kya wo kaprey paak rahen gen plz reply urgent

Answer: Jis shakhs nai istebra kia ho aur is k bad koi ratubat kharij ho jis k baray mai wo na janta ho k peshab hai ya koi aur ratoobat to wo pak hai, kapray bhi pak rehain gay aur namaz bhi sahi ho gi. laikin agar yaqeen ho k peshab hi nikla hai to phir kapray najis ho jain gai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!