Question: aoa sir apse puchna tha intercourse kiye bager lun ko phudi se rub kernay k baad jo maza ata hai aur uske baad jo maza ata hai uss waqt kia gusal wajib ho jata hai kia
Answer: jee nahi is sorat main Ghusl e janabat wajib nahi hota .balkeh Do cheezo say insaan mujnib hojata hay. 1) jima say (intercourse) or 2) mani(semen) k kharij(nikalnay say) honay say,chahay mani(semen) neend ki halat main niklay ya jaagtay main,kam ho ya ziyadah,shehwat(lazzat) k saath niklay ya baghair shehwat(lazzat) k or iska nikalna ikhtiyaar main ho ya nahi. Aur is se ghusl e janabat wajib hota he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 ).
Question: aoa sir apse puchna tha intercourse kiye bager lun ko phudi se rub kernay k baad jo maza ata hai aur uske baad jo maza ata hai uss waqt kia gusal wajib ho jata hai kia
Answer: Ager insan mujnib ho jaye to is per gusal wajib ho jata hai (or ager mujnib na ho to gusal wajib nahi hota) or Do cheezon se insan mujnib (halat_e_janabat) ho jata hay. i) jima (intercourse) or ii) mani(semen) k kharij(nikalnay say) honay say, chahe mani(semen) neend ki halat men niklay ya jaagtay main,kam ho ya ziyadah,shehwat(lazzat) k saath niklay ya baghair shehwat(lazzat) k or iska nikalna ikhtiyaar main ho ya nahi.(Ref: Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, 5th Edition, Maslaa # 344).(Khuda aap ki tofeeqat men izafa farmaye).
Question: assalamualikum,mujay gusul ki duva aur us ka tarikha chaiya.
Answer: 1)Ghusl e janabat ki dua mustahib he wajib nahi or dua ye hay k . ( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين ) (allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). 2)Ghusl ka tareeqa : Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain.(ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365).
Question: assalamualikum, mujay gusul ki duva aur gusul tarikha batya.....
Answer: Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Ghusl e Tartibi(sequence) ii) Ghusl e Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii) Ghusl e Irtimasi daf’ee(Immediat immersion bath). Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay k sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaye, or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisson men dhoya jaye pehlay badan ka right(seedah) hissa or baad main left (ulta) hissa. Ghusl men jism k tamaam hisson tak pani pohchana wajib hay.(Ayat_ullah Sistani(d.b), Tauzeeh_ul_Masaail, maslah # 360 to 389).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: raat main shohar se humbistree k bad ghusl kaise karty hain.aur periods k bad ka ghusl b bata dain
Answer: 1)Aurat k haiz se paak ho janay k baad is per wajib he k namaz aur is jaisi doosri ibadaat jinhain wuzu , ghusl , ya tayammum k saath ada kerna zarori hay ghusl karay . is ghusl ka tareeqa ghusl e janabat ki tarah he. 2) Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. 3) (Aur gusl ki niyat) Ye zurari nehi ke gusl ke waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar reha he bulka faqat qurbatan illaha yani bargah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. 4) Jis shakhs ne ghusl e janabat kia ho zarooori he k namaz k lie wazoo na karay. Balke ghusl e istehaza motawasita k siwa tamam wajib ghusloon aur masla no 634 me bayan karda tamam mustahabb ghusloon k baad bhi namaz parh sakhta he agarchah ethiat e mustahabb ye he k wazoo bhi karay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 456 , 360-365, 357, 389) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asalamo Alaikum Qibla Janab Ayatullah Sistani saab. Mera Sawal yeh Hain ke Ghusle Janabat Ka Kia Tareeqa Hain.?
Answer: Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath). Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. (ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: ghusul ka tarika batae aur kya bathroom me kalma parna chaeye hume ghusal karte waqt theen kalme parne cheye ya nahi
Answer: 1)Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath). Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. (ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365). 2) Ghusl e janabat ki dua mustahib he wajib nahi or dua ye hay k . ( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين ) (allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). 3)Bathroom me zikr e khuda karna me koe haraj nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 76) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: ASSALAM ALAIKUM, I WOULD LIKE TO KNOW HOW DO I TAKE GHUSL-E-JANABAT. REPLY ME AS SOON AS POSSIBLE.
Answer: There are two methods of performing Ghusls, both Wajib and Mustahab. 1)Tartibi (Sequential) 2)Irtimasi (By submerging the whole body). In Tartibi (Sequential) method, a person should first make a niyyat for Ghusl. Thereafter one should first wash ones head and neck as a obligatory precaution, and thereafter the remaining parts of ones body. It is better that one washes the right part of the body first and then the left part. And if a person, while standing under the water, jerks each of these parts on ones body with an intention of performing Tartibi Ghusl, it will not be sufficient and the precaution is that one should not content oneself with it. And if a person washes the body intentionally before washing the head, his Ghusl is void. In Irtimasi (By submerging the whole body) method either carried out instantly or gradually. If the Ghusl of Irtimasi is to be done at one instance, then water must reach all parts of the body at one time. However, it is not necessary that the whole body be submerged in water from the very beginning of Ghusl. If a part of the body is outside, and is later submerged with the niyyat of Ghusl, it will be deemed in order. If one wishes to perform Irtimasi Ghusl gradually, then it is necessary that the whole body is out of water before Ghusl commences. Then one would submerge ones body gradually in water with the intention of Ghusl. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masayl, Maslah# 359-60,366-67 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Please ap log muje bata sakte hai ke rozana ghusal ki dua aur juma ke ghusal ki dua ap ke jawab ka intezar rahega
Answer: Rozana ghusl karna mustahab nahi he. Aur ghusl e juma or ghusl e janabat ki dua ye he. ( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين ) (allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b), Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah#634 urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: A,A MUFTI SAHIB MERA SAWAL HAIKE BAD AZ JANABET GOSAL KA TARIQA TAFSEEL SE BATA DEEN .AUR WAZU GUSAL SE PEHLE KARTE HAIN KE BAD MAIN. SHUKRIYA
Answer: 1)Ghusl e janabat kartay waqt ki mustahib dua. ( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين ) (allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). 2)Ghusl ka tareeqa : Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain.(ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365). 3) (gusl ki niyat) Ye zurari nehi ke gusl ke waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar reha he bulka faqat qurbatan illaha yani bargah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. 4) Jis shakhs ne ghusl e janabat kia ho zarooori he k namaz k lie wazoo na karay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 357-389)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)