Question: A.A kindly mje asan zban mein ghusl e jnabat ka detailed tarika bata den.
Answer: 1-Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath). Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. (ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365) Ghusl e tertibi main agar shower k zerye se ghusl kia jaay tu ghusl ki niyat se shower k neechay jain or sar o gardan ko dhoain or ehtiyaat e wajib ki bina par shower se bahar aain or ghusl ki niyat se dobara shower k nichay jain or behter ye hay k badan ko do hisso main dhoainpehlay seedhi taraf k hissay(right side) ko dhoain or bahar aain or phir ghusl ki niyat se teesri baar shower k nichay jain or ulti taraf k hissay(left side) ko dhoain. (Email rcve from A.Sistani(d.b), dated: May 14, 2011) 2-Ghusl e janabat ki dua mustahib he wajib nahi or dua ye hay k . ( اللهم طهر قلبي وتقبل سعيي واجعل ما عندك خيراً لي ، اللهم اجعلني من التوابين واجعلني من المتطهرين ) (allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asalamalaikum,,jinab mujhey ghusl jinabat k tarike detail mein batayein?kaun si dua padhey ,pani kis tarah lagaye,kitna lagaye?plz jald us jald jawab di jiye.shukurya

Question: Salam Aaka plz just tell me Is there any special gusl for after delivery (pregnancy) my wife had done with baby boy on january 22nd so plz let me know what she bave to do for proper purity i mean gusl (which gusl) shukriya aur ahsan.
Answer: It is possible that Nifas blood may be discharged for an instant only, but it never exceeds 10 days.( http://sistani.org/index.php?p=251364&id=48&pid=2178 ) When blood of nifaas will be stop then she should take a ceremonial bath as under: Method of Tartibi bath a person should first make a niyyat for Ghusl. Thereafter one should first wash one,s head and neck, and thereafter the remaining parts of one,s body. It is better that one washes the right part of the body first and then the left part. And if a person, while standing under the water, jerks each of these parts on one,s body with an intention of performing Tartibi Ghusl, it will not be sufficient and the precaution is that one should not content oneself with it. And if a person washes the body before washing the head, either intentionally, or on account of forgetfulness or because of not knowing the rule, Ghusl is void. (http://sistani.org/index.php?p=251364&id=48&pid=2166 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya baad namaz juma gusul karna haram hai?
Answer: Ghusl e juma ka waqt subah ki azaan k baad se soraj ghroob hone tak hay or behter ye hay k zuhar k qareeb bjalaya jay or agar koe shaks isay zuhar tak anjaam nah day tu behter hay k ada or qaza ki niyat kiay baghair ghroob e aftaab tak bja laay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #634). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: gusule juma ka tareeqa aur dua bataie plz
Answer: 1) Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.Ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360) 2) Mustahab hai k insaan ghusl e juma karte waqt ye dua perhe: Ashado allaa ilaalaha illal laaho wah dahoo laa shareeka lahoo wa anna muhammadan abduhoo wa rasooloho allaahumma salli alaa muhammadin wa aali muhammad waj,alnee minat tauwaabeena wajalnee minal mutatah,hireen. { اشھد ان لا الہ الا اللہ وحدہ لا شریک لہ و ان محمدا عبدہ و رسولہ اللھم صل علی محمد و ال محمد و اجعلنی من التوابین واجعلنی من المتطھرین} (Ref. tuziul masaal aqa sistani masala no.634). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Hazrat agar mard ko neend me sote hue ehtalam hojaye to gusl kayse kiya jaye gusl ka tarika bata dijiye
Answer: 1) Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. 2) Jis shakhs ne ghusl e janabat kia ho zarooori he k namaz k lie wazoo na karay. Balke ghusl e istehaza motawasita k siwa tamam wajib ghusloon aur masla no 634 me bayan karda tamam mustahabb ghusloon k baad bhi namaz parh sakhta he agarchah ethiat e mustahabb ye he k wazoo bhi karay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 456 , 360-365, 357, 389) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: ghussel ka sahi tareka kia hay or agar swimming pool hay or us may ghusal kia jai to us may niyat kia ho gi.
Answer: 1) Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. 2) Jis shakhs ne ghusl e janabat kia ho zarooori he k namaz k lie wazoo na karay. Balke ghusl e istehaza motawasita k siwa tamam wajib ghusloon aur masla no 634 me bayan karda tamam mustahabb ghusloon k baad bhi namaz parh sakhta he agarchah ethiat e mustahabb ye he k wazoo bhi karay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 456 , 360-365, 357, 389) 2) Ghusl e irtimasi e daf,e me zaroori hai k aik lamhe k liay pora badan paani me ghir jaay .Laikin ghusl kerne se pehlay saray badan ka paani se bahar hona zarori nahi hay balkeh agar badan ka khuch hissa pani se bahar ho or ghusl ki niyat se paani main ghauta lagaay tu kaafi hay.(Ref. Tauziulmasail aqa sistani masla no. 366) ) 3) Ghusl e Irtimasi e tadriji main zarori hay k ghusl ki niyat se urfi aytebaar se aik hi dafa main badan ko pani main dibo day.is ghusl main zarori hay k badan ka pora hissa ghusl kerne se pehlay paani se bahar ho.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 367). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: i want to knw the dua for ghusl e jannabat pls forward it to me.
Answer: Dua before Ghusl e janabat is not obligatory it is mustahabb .(Allaa humma tah’hir qalbee wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen)( Çááåã ØåÑ ÞáÈí æÊÞÈá ÓÚíí æÇÌÚá ãÇ ÚäÏß ÎíÑÇð áí ¡ Çááåã ÇÌÚáäí ãä ÇáÊæÇÈíä æÇÌÚáäí ãä ÇáãÊØåÑíä) (Ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)
Question: agar muj par gusl janabat wajib he aur gusl karte wakt mere pimple se pani nikle to gusl batil he ya sahi aur gusl ke wakt agar mu se gali nikal jai to gusl sahi he
Answer: 1)Ghusl sai pehlai saray jism ka paak hona zaroori nahi hai bal k agar ghusl k iraday sai badan par pani dalnay sai badn paak ho jae to ghusl sahi ho ga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 371) 2)kisi momin ko gali dena gunah a kabeera mai shumar kia gya hai albetta is sai ghusl batil nhi hota hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 29) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: gushl tartibi me agar sar aur gardan se pehle sharmgah ko dhoya jay to gushl sahi he ya batil
Answer: 1)Tertibi ghusal me ehtiyate lazim ki bi per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai. 2) Agar koi shakhs badan ko sar se phele dho le to is k lye ghusl ka ieada (repeat) karna zarori nahe hai balke agar badan ko dobarah dho le to is ka ghusal sahe hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 360) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).