Question: Ma apni class fellow kay sath najayaiz relation ma hu ham zana say bachnay kay liya chup kr nikha krna chatay hain takay is gunah say bach sakain. Kia ham gawah ki majodgi ma khud nikha parh saktay hain or kia yeah tariqa sahi ho ga kukay larki kay walid or dada ko is kay baray ma nhi pata ho ga. or agar khud nikha parh saktay hain to iska kia tariqa ha.
Answer:
Question: Assalamualaikum Mera naam Tabassum khan Mai kisi ladk k beintehan mohabbat karti hu Unka naam hai shazil ansari Mai unk sath relationship mai 3 saal tak rahi .halak wo mujhe se bhi beintehan mohabbat karte the .sab kuch acha chal raha tha .phir achank se mujhe ignore karne lage meri phone call msg ka koi jawab nhi de rahe the Phir aisa aisa slow slow kar k wo mujhe se break-up leliys .lekin ham dono nikha bhi karne wale the. .unki puri family ko pata tha aur meri ..to aisa kya hogya shazil ko ki wo change hogye .. Plzzz plzz meri madat kijiye ki wo pehle jaise hojaye aur khud call msg karle plzz 4 mahine hogye breakup ko plzz.mmujhe unko mera mehram bana h plzz ...agar hosakte to aap mujhe apna prsnl no dijiye aur us pe sab batayega aap kuch kar sakte ho dua taveez to wo aur bhi behtar hoga plzz madat kariye meri ..
Answer:
Question: Jasa ki meri mother ki death ho gayi thi to mera father na dosra shadi ki ha kaya meri shadi meri dosra maa yani meri sotaly ma ki bhen sa ho sakti ha mtlb meri sotaly ma ki bhen meri sotaly khala sa mera nikah ho sakta ha please jaldi reply karin Shukriya
Answer:
Question: We are engaged But hamen nikkah k liye wait karna pary ga saal Hm gunnah m mubtala hty jaen gay aisy Koi aisa rah e hall den hm muttah kar saken or apni direction sahi rkhen Is wkt shadeed mushkilat m or is waja sy hm dono m maslail aa rahen hen Kindly behtr jawab chahiya Gunnah karny sy bhtr k muttah kar lia jy but shari hukam bta den Pehly kafi sary answers parhen hen k virgin larki mutta ni kar skti baap dadda ya waris ki ijazat k bina lekin kahen koi flexibility to ho gi hm dono razi hen or hmara nikkah b saal k bd ho jy ga but tb tk intazar possible ni Or shariah ki nazar m khud mukhtar orat kon se hy
Answer:
Question: Salam. Agar shohar ki doosri shadi biwi k liye bardasht krna muhaal ho, khadsha ho k usse biwi ki sehat aur miyan biwi ka relationship kharab hoga, tou biwi shohar se request krsakti hai k woh doosri shadi na kare? Aur shohar ki is silsilay mein kya zimmedari banti hai?
Answer:
Question: Hm mangetar hen dono or mazeed gunnah ni karna chahty Kia gunnah sy bachny ka koi solution hy mutta k lie baap ki ijazat chahiya jo ni mily gi Us k ilawa koi solution bta den Or nikkah kar len bina kisi sy pochy to shadi k wkt kesy nikkah kar saken gay Rahnumae chahiya
Answer:
Question: Aoa meri shadi mery czn sy zabardast(emotionally blackmail) kr k krai gae jaisy taisy shadi to bo gae lakin shadi k bad abi tak humari understanding develop ni hore. Sohar k haq ada krna b ak azeyat lagta hai. Is bary me kia hukum hai k agr zabatdasti ki shadi k bad taluqat b zardasti k e hon.
Answer:
Question: Kya biwi ki bhanji sy nikah jaiz hai ya nahi kya khala bhanji ak shaks k nikah main reh sakti hain ya nahi bcoz mainy ak deo band family sy 2 larkiyon ko shia kiya hai or ak sy nikah bhi kar liya hai ab us larki ki bhanji jisko shia kiya tha wo kehti hai k main shadi krungi to sirf ap sy hi warna main kanwari hi rahungi kisi sunni ya deoband sy nikah ni krungi.mujhy ye batayen is situation main kya krun or meri biwi bhi jo uski khala hai wo bhi agree kr rahi hai k ap kr lain nikah us sy bhi.ta k uska emaan bhi mehfooz ho saky plz mujhy iska jawab quran o hadees sy dain jaldi dain or lazmi dain Mola a.s apky ilm main izafa farmayen
Answer:
Question: Assalam o alaikum, mere walid sahab or dada ki death ho chuki hy or mere ghar wale meri shadi meri pasand k bagair kr rhe hain, mei jisse pasand krti hun uske sth nikkah krna chahti hun tw kya bagair wali k mera usse nikkah ho skta hy? Alhamdulillah mei baligh hun or apna acha bura janti hun so please ap mujhe is masle ka hal bta dyn, shukriya
Answer:
Question: Aaslkm mera nikah hua or mere shohar ne mujhse humbistari ki lkn mukammil nahi unki sharmagha mere sharamgah se mass hui kya mera nikah mukamil hua or wo baad me uk chalegae or jane k baad mujhe ek talaqe rajai di h to kya my iddat k baad dusri shadi karskti hu kya?
Answer: