Question: Assalamualikum MERI engmnt hoye ek Saal se zyada h Gaya lekin shadi me rukawat boht larke wale jawab nhi dete bs kehte Ghar h Jaye me n rishte k waqt surah ehzab likh k rakhi thi box me alhumdulliah rishta h Gaya shadi Ka bata Dy Kuch please dua ki darkhwast.st
Answer:
Question: Assalamualaikum maine ek ladki se zina kiya aur ab usse shaadi nai hou parahi family issues k wajah se.. kya mai dusri ladki se shaadi karsakta hun? Aur woh dusre ladke se shadi karskti hai? Ya hum dono ek dusre k sath nikah karna zaruri hoga? Pls answer me
Answer:
Question: AOA..! Agar Nikah ho Jaye or Nikah k waqt hi Haq mahr adda kr diya ho lekin rukhsati abhi na ki gai ho to kia is sorat me Humbistri jaiz ha. or kia ye zarori ha k Haq mahr nikah k waqt hi sab k samny ada kia jaye. is waqt hamary muashry me ye sab bht hi aamm ho chuka ha k Haq mahr sab k samny ada krwaya jata ha. Kia esa krna jaiz ha?
Answer:
Question: Salam main janna chahti hoon meray nikkah ko 3saal hogaye lekin maine nikkah Baba aur mummy sy chupp kar kara tha lekin aur molvi ny parhaya tha nikkah ab ghar wale razi hain kuch mahino bad shaadi hai lekin nikkah ka sirf mummy ko pata hai Baba ko nai pata naa hum bata sakte hain Aur shaadi k waqt nikkah dubara sy hoga sub k samnay Q ke hamare pass koi option nai hai Tou kya ye thek hai?
Answer:
Question: Asalamu alykum... G mujhe meri bhen k hawale se apse sawala tha ki agar shia ladki ne sunni ladke se shadi ki thi court marriage nikkah aur kuch time bad ladke k ghr walo ne ladki ko accept nahi kiya fer ladke ne ladki ko talaq boldiya phone pe fer ladki ne usko bola mai na pakk hu hais ki halat mai hu aur jab paak huvi tou ladko ko phone kar k bola ki ab mai paak hu ab talaq deskte ho vo b dou gawaaho k samne ladke ne bola ki meray 2 dost hai yaha pe tou bolo mujhe kya bolna hai fer ladki ne ladke ko bola ki tum ye bolo mai ne tumai talaq di fer ladke ne same bola ki maine tumai talaq di 3bar bola ...... Ab mujhe ye janaa tha ki talaq huvii hai
Answer:
Question: I was non Muslim and married a Muslim guy 22 yrs back. We were having love 8 yrs before marriage. But as I was a non Muslim girl his parents forcefully married him with another Muslim girl, but within a year he even married me. Now we both are his wives and even we has kids. As he is unable to look towards both families I myself earn for me and my son as I am educated. I have not changed my name officially and am working on a good position and can't were hizabh, but my clothing is very decent covering my whole body except head. Now everyone in my family after 22 years also treat me as non Muslim and try to pose many instructions which I can't satisfy doing my job. I offer namaz, jakat, qurbani, read quran sharif do roza. Still they think I don't Islam in proper way. I m very depressed and don't know how to face this problem. And all r comparing me with the other Muslim women. And whenever some issue stand by I m alone on one side and no one tries to speak on my behalf. I think I have ruin my life by converting myself to Islam. Pls suggest me what step I should take now
Answer:
Question: Salam Gunah se bachnay k liye Kia aik mangaytar se mutah kiya ja skta hai jb k waldain nikkah k liye razi hon pr mutah k liye nahi aur nikkah aglay saal hona ho COVID ki wajah se Lrka bahar mulk mein rehta hai tou kia baat krne k liye aur gunah se bachnay k liye larki aur lrka mutah kar sktay hain?
Answer:
Question: Salam main dubara janna chahti hoon kyun k apka jawab aya but wo khul ni rha meray nikkah ko 3saal hogaye lekin maine nikkah Baba aur mummy sy chupp kar kara tha lekin aur molvi ny parhaya tha nikkah ab ghar wale razi hain kuch mahino bad shaadi hai lekin nikkah ka sirf mummy bhai ko pata hai Baba ko nai pata naa hum bata sakte hain Aur shaadi k waqt nikkah dubara sy hoga sub k samnay Q ke hamare pass koi option nai hai Tou kya ye thek hai?
Answer:
Question: Assalam u Alikum mujhe yah janna hai ka rishta aya h pasand kar liya ha lakin larka 40'000 hazar kamata h Showroom rent a car pe job krta h inter ya matric taleem ha or Ghar apna nahi hai rent pe rehty hn flat main or 2 bhai or walda hain . Meri ami ka kehna h shadi kar lo agy pecha koi nahi hai jub ka mery bare behnoi or choty behnoi ka kehna h ka ghar kiraee ka h km b zaida khas nahi ab app btaen aisi Sorat e haal ma main kiya karon Sub na mujh pe chor diya ha kuk mery b walid shab nahi hain 9 behna hain 4 marride hain ghar apna h humara app sub parh ka mjy jwb dain main 5 din se apne hi andar khamoah ho barahe karam mjy jwb dejiya
Answer:
Question: Sir Salam Sir ghar k buzrg ki akhri khawahish ki vja sy mangni hoe phir buzrgon ki death ho gae sari family ne marey huey logon ka faisla bna dia aur shadi kra di they both are not happy with eachother even girl perform all duties of house but does not respond to husband male member also not seem to b happy n satisfied Buzrg ko cancer tha un ko larki pasand thi apny betay k liye larki sy pucha nhi aur bemar ki halat daikhty huey sb chup rhy phir un ki death ho gae Larki larky k living environment me b bht difference hai Kindly guide us
Answer: