Question: Assalamualaikum Mera sawal ye hai k Islam ko Nazar mein rkhte hue shadi mein zaat past ki kitni ehmiyat hai kia agr larke mein sari khubiyan hon namazi ho ghr wale ache hon well settled ho lkn agr unki cast dhobi hai to wo kia nichlay tabqay k log hain cast system kitni ehmiyat rkhta hai aur is Surat mein ghr walon ko kaise tyar Kiya jaye
Answer:
Question: Sir, mai ek Larki se boht pyar krta hun or wo Bangladesh mai hai or mai Pakistan mai hun. Us k maa baap hamari shadi krane k liye raazi nhi, lekin apni pasand ki shadi krna hamara haq hai.. To agr ek molan conference call pe hamara nikkah parha dy to kiya nikkah sahi hoga?? Or agar nhi to phir mjhe koi or raasta btaye, please help me Shukriya.
Answer:
Question: AoA, mai or meri khala ki beti ek dusray se boht mohobbat krty hai or wo dusri country mai rehti hai. lekin us k ghr waly hamara nikkah kranay ko raazi nhi hai. Hum dono gunah mai mubtila horahy hai isliye nikkah krna chahaty hai lekin us k parents raazi nhi hai. Hum dono roz gunah mai mubtila ho rahy hai isliye hum dono nikkah krna chahty hai. Agar mai us se phone pe nikkah krlu to kiya wo sahi hoga?
Answer:
Question: Salam, mai ek baligh Larki hun or ek larkay se shadi krna chahti hun. Mere Waalid mera nikah us se kranay k lite raazi nhi ho rahe. Pasand ki shadi krna mera haq hai to kiya mai apne wali ki ijazat k bina nikah krskti hun? Mera us se shadi krna bohot zaruri hai qk mai gunah mai mubtila ho chuki hun or shariat k hisaab se mjhpe ab shadi krna wajib hogya hai or ye mera haq bi hai k mai apni pasand se shadi kru to kiya mai nikah kr skti hun?
Answer:
Question: Agr koi shadi shuda ho or us Ki shadi sy pehly us ka kise or larki sy bhe realation ho or us larki sy shadi k bad bhe relationship main rahy or apni bewi or ghr walun ko bata dy k is sy bhe mera nikah ho chuka hy or dono sachy dil sy nikah bhe karna chahty Hon or bohat sy logon ki nazar main wo husband and wife hon kiya wo ek dosry k qareeb a sakty hain or nikah ka irada rakhty howy bhe nikah na ho pa raha ho ghr waly bhe razi houn tu aisy main kiya karna chahye k jald sy jald nikah ho jaey
Answer:
Question: Assalam o alaikum sir mujy pochna ye hy k Meri bari behan last 2.5 years sa cancer ma mubtala hy or us ko doctors na jawab da diya hy meri behan ki 2 betiyan hy. ma apni behan k sath hi rehti hon. ub meri behan ki khawhuish hy k ma us k husband sa shadi ker lo. ta k us k merna k baad us ki betiyo ko koi or nahi main hi paalo. pochna ye tha k abi us ki mojoodgi ma nikah ho skta hy us k husband k sath. kiya ye jaiz hy.
Answer:
Question: السلام عليكم کیا سید گھرانے Ú©ÛŒ Ù„Ú‘Ú©ÛŒ باÛر کسی اور خاندان میں شادی کر سکتی ÛÛ’ ۔۔اگر کر سکتی ÛÛ’ تو کوئی نقصان تو Ù†Ûیں ۔۔۔اور اگر Ù†Ûیں کرسکتی تو آخری کیوں شکریÛ
Answer:
Question: Assalamu alaikum !! Agha mera sawal yeh hai k shadi shuda aurat se agar zina kia ho toh woh aurat hamesha k lye haram hojati hai zaani par- lekin agar aurat ka nikaah hua wa ho lekin hum bistri na ki ho toh us doran agr larki kisi mard k sth zina kare or shohar se talaq lele or iddat bhi laagu na hoti ho qk hum bistri nh ki thi toh zaani se nikaah karskti hai tauba karne k bad ya nahin - agha rehnumai farmaen
Answer:
Question: I am in a relationship with a girl we spend alot time with each other but we were not in nikah after that she got pregnent and I want to marry her I know I did wrong but this happen what should I do now I and she can take our own decision. Is there any qaffara or anything which we can do under islam .
Answer:
Question: Mere chacha ka 3 mahine phle inteqaal ho gya hai..or muje apni chachi behad psnd hai..itna ki mai unse nikah kr biwi bnana chahta hu apni..or sayd wo b muje psnd krti hai..unke 2 bachhe bhi hai.. 1or3 saal k..kya hmara nikah ho skta hai? Or agr ha to muje kisse apni dil ki baat bolni chahiye..mai unse bahut pyar krta hu..help plzzz
Answer: