Question: Agar koi larka apni cousin ko ghalat nigah se dekh le aur masturabate karle phir kuch time baad uske ghar wale jo ke is bare me nahi jaante wo is se kahen ke apni cosuin se shaadi karlo to ye sahi hai
Answer:
Question: Kya haton se zina karna gunha hai
Answer:
Question: Agar koi ladka kisi ladki ki surat (face) dekhna bhi pasand nahi kerta to kiya uska nikah uske saath jaiz hai
Answer:
Question: Assalam walequm hajrat, ky main apne badi abbu ke beti ki beti se nikah kr sakta hu. plzz answer me plzz
Answer:
Question: merey sawal ka zara detail main awr ager mumkin ho to zara jaldi jawab dijiyega mamnoon rahoon ga. merey aik dost ki shadi unkey walidain ki merzi se unki aik rishtedar ladki ke sat hooyi, ladki umr main 8-10 sal choti ti unse yahi koyi 17/18 ki hain. Khair nikah ke bad jab rukhsati hooyi to un sahiba ne pihli fursat main hi merey dost se kaha keh wo un se nikah nahi kerna chahti teen balkeh unko koyi awr pasand hey. Awr un se nikah qasam dila ker kerwaya gaya hey. Janab hamari taraf choonkeh perdey ke system ki waja se nikah khwan perdey ke us par se eejab-o-qabool ka farz anjam datain hain, awr zyada inhesar waliyan per kertey hain, isliye unko bhi is keliye qusoorwar nahi tehraya ja sakta. Ab merey dost sahib ne unko dosrey ya tisrey din apney gher(maika) wapas baij diya baghair kisi azdawaji taluq(dakhool) ke. Ladki ke ghar waloon ko pihley se is bat andaza ta baqol us ladki ke keh main ney ghar main pehley se bata raka ta lakin wo log bazid tey. ab mera dost us ladki ko rakney keliye bhi tayar nahi awr Talaq ka soch raha hey. Janab Maulana sahib ab is nikah ki sihat ke barey main awr iski mad main jo Mahar tey hoowa hey uske barey main bi kiya hukam hey (qeunkeh merey dost ka kehna hey keh nikah jab hoowa hi nahi to Mahar kis cheez ka.) awr sat sat is Talaq ka bhi hukam bata dijiye. iltemas-e-Dua
Answer:
Question: salam, sir main ek larki say mohabat kerta hoon or wo b muj say bepanah mohbat kerti hai. hum dono ek doosray say shadi kerna chahtay hain. but meray ghar walay us larki ko accept nahi kertay. mera sawal ye hai k agr hum dono court marriage ker lain to islam main is k kia massail hain?
Answer:
Question: asslmoalaikum... 1)mubah ka kya matlab hai... 2)for example mai agar kisi suni larki ko 3 barr qabool hai bol daita hoon..or laki bhe keh daiti hai tu kya iss sai nikh hoo jata hai meaanz witout siga..or documents...plz detail mai answer dijiye ga ....i m confused...reply asap
Answer:
Question: AOA,molana mera sawal ye hai k keya larki eak waqat main eak se zada mutha kar sakte hai..? Or scend thing jis terha virgin larki ko ijazat lene parte hai apne bap or dada se ,lakin jis terha islam main nikha k waqat larki ke marzi shamail hote hai yane apni marzi to is main baap or dada ke ijazat kyoun zarore hai mutha k doran agar larki kahine or shadi karna chahe or jab tak wo mard usko baqe ke din maf na kare to wo shadi kar sakte hay
Answer:
Question: Ya Ali Madad, Allama Sahib main SHIA hun ek masla hai mere sath, Mujhe ek SYED SHIA larki pasand hai, but us k ghar wale rishta dene se inkar kar rahe hain, keh rahe hain k GAIR SYED SHIA main nahin dy sakte qk yeh shadi haram hai, ap mujhe yeh batayen k agar NIKAH ho to kya shadi hamarai haram hai ya halal, MEANZ GAIR SYED SHIA LARKE KI SHADI SYED SHIA LARKI SE HONA HARAM HAI YA JAIZ hai, yeh bata dain, agar jaiz hai to kahan likha hai yeh agar haram hai tab bhi kahan likha hai ALLAMA SAHIB.
Answer:
Question: I am married. My wife is living at her parents home since last 2 years with 4 children. They are forcing me for divorce but I am agree to divorce her because of children. She also not agree to come in my house. Can I make Muta and I need her permission for muta. pls reply in detail.
Answer: