Question: Salam mai aik shia larkay say bht mohabat krti hu usay chorna nai chahti mgr mujy apny mazhab ko bi nai chorna mai sunni hu. wo mujy is cheez say mana nai krta par mere ghr walay boltay hai zindagi bhtt mushkil hojaygi tumhari sb alag hai unka mai bhtt pershan hu. Usky khandan mai or shadiya hui hai sunni larkiyo say humaray yaha kbi bi nai hui ap btay mai kia kru mai usay chorna nai chahti mai na hi mazhab change krna chahti hu
Answer:
Question: Salam. Mein ne Yeh poochna tha ka agar ghalti sy hum 3 Dafaa qubool hae qubool hae qubool hae keh dyen larka bhi aur larki bhi tou kya nikkah hota hae? Dou doston k samna? Mazak mein keya ho serious Na ho aisi mazak mein siraf tang kerna k leya? Please help agar nikkah ho jae aisay. Tou phir iss nikkah ko tornay ya talaq ka kya process hae?
Answer:
Question: Aslam.o.Alaikum Agha mera sawal hy k main ny apny parents ko bataey bina nikah ker lia or 7 saal tk nikah reha jis k bary main mery parents ko nhi pata kbhi b or na hi meri himat hoi un ko is bary main btany ki. In 7 saal main 4 saal tk mukamal sexual relationship nhi huwa us k bad huwa. Mujhy nhi maloom tha k larki k parents ki ijazat zaroori hy nikah k liye or na hi nikah khwan ny mery wali k bary main koi sawal kia. 7 saal bad mery parents ny meri shadi kahin or fix kera di or mujhy pehly husband sy divorce lena peri qk wo mery parents sy bat kerny ki himat nhi rekhty thy. Kia pehla nikah batil tha or main us doran kiye gaey physical relation ki waja sy zana ki murtakib hoi ya wo jaiz tha? Agr zana tha to us k liye nadamat or astaghfar k ilawa kia hukam hy.
Answer:
Question: Salam! Allama Sahab, agar ek Sunni non married(virgin) larki Jo depend apany baap per kerti aur jiska poora gharana Sunni ho Walid sameet, haal hi main woh Sunni larki Mola Ali a.s ki Shia ho gai ho aur woh ek Shia mard jis se woh muhabbat bhi kerti ho aur usi non married mard ke qaa'il kernay per Shia hoi ho, magar apany Ghar/family main us ne elaan na Kiya ho Shia honay ka ! Kion ke wahan uski jaan ko khatra ho sakta hai! Aur ab woh never married larki aur Shia mard dono nikah kerna chatay Hoon to fiqa e jaferiya ke mutabiq larki ke Sunni baap ki razamamdi zaroori hai? Jabke yeh Tay hai ke larka aur uskay parents proper way main us larki ka rishta mangay ge to larki ka zalim/sakht mizaaj baap aur poori family kisi qemmat per Shia larkay se nikah per Razamand nahi hognay, balkay yeh pata chalnay per ke uski beti Shia ho Gai hai to baap usper zulm karega even Zindagi Tak ka khtra ho sakta hai aur zabardasti kisi Sunni larkay se apni beti ka nikah kerwaade ga! Is typical suraat e haal main agar woh newly Shia larki ki Shaadi agar us Shia mard se nahi hoi to laziman us larki ki shadi kisi Sunni mard se ho jaigi to is soorat main choonkay ab woh Shia ho chuki hai aur Mola Ali a.s ko Rasool Allah s.a.w.a.w ka bilaa fasal khalifaa maanti hai kisi Sunni mard aur family main Shia rehna aur Shia believes ke mutabiq jeena naa mumkin ho Jaye ga! Aur woh kaisay jee paiyegi ek suuni mard saath? Zahir hai usko Sunni hona parega! Nahi to zulm sehna parga! Ab is mushkil aur typical sooraat e haal main ab bhi Kiya fiqah e jaferiya ke mutabiq Sunni baap se Shia honay waali larki ko Shia mard se nikha kernay ke liye apany walli/ baap se ijaazaat Lena zaroori hoga!??? Baraye meharbaani fatwa dejiye! Jazak Allah!
Answer:
Question: Aoa sir mera yah swal ha k ak.lrka r larki k nikah monile pa ho skta ha kya call ka ziryar r larka.apna nikah hod pary r 2 gawa larky k.pass majod hu to kya larki k gawa hona b lzmi han r agar larkaa na apna nikah hod prna ha mobile pa to wo kasy pary kindly plz trika bata dain r yah jaiz ha k ni yah b bata dain
Answer:
Question: Assalam alaikum, maine apne life me bht kch jhela h aj mai 7 saal se relationship me hu pr ladka hindu h to or wo bht achha insan h mujhe parde me rhne ko bolta h, ijjat krta kv galat nai krne ki kosis ki kv mere majhab ki ijjat krta h or mujhe usk alawa sare mard gair lgte h usse sadi krna chahti hu, aise me kya krna chaiye?
Answer:
Question: ASSALAMU ALAIKUM MERA SAWAL YEH HAI MERI BIWI KO MEREY UPAR SHAQ HAI K MERA AFFAIR MERI SALI YANI K..MERI BIWI KI BAHEN SEY CHALRA...LEKIN MAI YEH HARAM KAAM SONCH B NAI SAKTA HAR DIN LADAI HOTI HAI...KYA MAI YEH BAAT APNEY SASURAL ME BATA SAKTA HUN ISKA ILAZ SOLUTION KYA HAI....PLEASE REPLY ASAP
Answer:
Question: Aslam O Alikum mera apsy sawal hai ye k agar larka kahy k mera nikkha kro or maa razi ho or baap mana kr raha hun to kia krna caheya jab k larka khud kama raha ho uski achi income ho or independed ho bilkul or ghar ek kuch bhe mali madad na ly raha ho shadi ki sab khud kr rhaa hun us k bad bhe baap agar mana kry or ye kahy k maa baap ki marzi k khelaf kro gy to kbhi kamiyabi nahi mily ge etc or larky ki mangni bhe hoi ho us larki say to usy kia krna caheya?
Answer:
Question: Asalam u alikum me pochna tha k ak larka larki ak dusrye ko bht pasnd krty hain ar shadi krna chty thy mgr ghr walon ny inkr krdia ... ar phr dono ny ak dusrye k sth pyr me rehty huye gunnah krdia ab larka k shadi khen ar horhi ha mgr wo us sy phle us larki sy shadi krna chta ha jis k sth usne gunnah kiya tkye mafi hojye... to kia larki nikkah kr ky chupa skti ha us nikkah ko wo jaiz hoga ??
Answer:
Question: ASA.. sir mre ik friend hai or wo 7 saal se relationship mai hai or muhbbt b dono larka larki bey panah kartey hen likn us ne apni muhbbaat k sath sex krlia or pregnent bi ho gai thi larki pregnency k 6 7 month bd larki larke ko pta chala k wo prgnnt hai. tw doctor wgra ko checkup wgra krwaya tw jo baby tha wo totally death ho gya th tw ab is gunnah ko kse apne ALLAH se maaf karwaya jaiye and wo larka larki aj b muhbbt wsi muhbbt krte ik dusre se shadi ki khuwish b rhktey hen or dua b pne khuda se krt hein.agr in ki shadi ho jai tw ye gunnaah maaf ho skta h or agr in ki shadi na ho tw kia kiya jai ...shadi na hone ka larka larki ko is bt se dar hai k larki k ghar wle thore high level family k hen or larka middle class ye lower class family se belong krta hai.
Answer: