Question: Aoa main aik khudmukhtar lrki hun mera apna karobar hy aur isi silsly main ghr walon sy alag rehti hun wrna koi narazgi wghera nahi apny sb faisly khud hi krti hun. Maim ny aur mery shohr ny khud hi apna nikah prha bagher gawahon k. Hm ny qasde insja kia phir haq mehr muqarrar kia aur us k bad arabic main seehy prhy usky bad ejab o qabool b arabic main kia hy. Jo tareeka nikah ka aur sharait agha sestani k fatwon main thi sahi us k mutabik lekin ghr abhi nahi btaya mery husband k ghr k halat theek nhi abhi isliay bad maim btany ka irada bhi hy. Kya hmmara nikah sahih hy.
Answer:
Question: Men apne czn ko bht pasand krti hun or hmare walden bhi hmarey nikkah ke liye tayyar hain magar wu 1 saal baad hi kren gay or hm shadi se phle 1 baar milna bhi chahty hain kya hm mil skty haon agar hm koi galat kaam na kren or 3 dafa khud se qabool hai bhi bol kr mil len magar hm kuch galat nhi kren gay bs baaten kren gay kisi restaurant men jaa kr
Answer:
Question: Sir ye main apna dost ke lia poch rha hon us ke sath ye masla hoa hai us mangni ni hoi pr krna ja rha tha to bachpan main us ne us larki ki ghalat sun rakhi thi woh bat ye thi kh us ne us larki ke cason se sun rakha tha us ke casen ne kaha tha kh main ne bachpan main is ke sath ghalat kam kia hai woh cason bhi usi ki umer ka tha jab kisi tarah us larki se bat hoi our usa kaha kh ye bat main ne sun rakhi hai bachpan main ye sach hai agr tm jhoot bolo gi to main quran pe hath rakhwaon ga to us larki ne kaha kh han main 7 sal ki thi is se bari ni thi jab ye hoa tha mujha ye sab khab ki tarah yad a rha ham bacha tha mujha kuch samjh ni thi pr sex itna ziada bhi ni hoa tha bs chand second ka tha us ne mera sath zabrdasti ki thi ...kia woh daghdar hai islam ki ro se kia ye bara masla hai main us se mangni na karon ...mujha koi acha mashwara dan .baki us ne kaha kh is bat ke ilawa main quran pe hath rakhna ke lia tiar hon
Answer:
Question: السلام وعلیکم آغا جان آغا جان میں اپنی پسند کی شادی کرنا چاہتا ہوں ایک ایسی لڑکی سے جو کہ میری برادری کی نہ ہے جبکہ میرے والدین بضد ہیں کہ میں اپنی برادری میں شادی کروں۔آغا جان سوال یہ ہے کہ کیا میرے لیے ایسے والدین کی مرضی کے بغیر پسند کی شادی کرنا جائز ہے؟
Answer:
Question: Assalam alaikum Mera masla ye hai ki Nikah ke baare mein khayal aane se ab khauf aur darr sa mehsoos hota hai ,bohat zyada shak hota hai aur aisa lagta hai nikah sahi hi nahi hoga yaani batil ho jayega ya fir Allah nikah ko qubool nahi karega aur agar nikah kar liya to iska gunah milega . Jab shehwani khayalaat aate hain tab bhi dil mein bohat zyada khauf mehsoos hota hai , isiliye maine socha ki kisi bhi dawa ke zariye jinsi shehwat ko khatam kar diya jaaye warna aage ye cheez bohat zyada pareshan karegi ?
Answer:
Question: Salam mera sawal ye hy k meri aik jane wali hein wo syed hein or wo kisi larke ko pasand krti ti wo larka ger syed ta pr shia ta is waja se un logo ko laga k ger syed hone ki waja se larki k ghr wale nh mane ge shadi k liae us larke ne larki se kaha k shia firke me larki larka khud nikah kr sakte hein jab tak hmare ghr wale nh mante ham sighe par sakte hein is trha ham mehram ho jaye ge us larke ne phone pe sighe parhe or larki ne us k piche piche wo sighe dohrae , us wat jab se sighe pare gaye larki ki age 16 sal ti dono k beach koi husband wife wala rishta nh ta pr abi is bat ko 7 sal ho gaye hein kisi waja se larki ne use shadi ka mana kr dia to ab larka ye keh raha hy k wo us ki biwi hy us ne nikah kia hy kya ye nikah jaiz hy shariyat ki nazar me wo dono miya biwi hein ?
Answer:
Question: Nera swal ye hai k mene esa suna hai k agr koi shakhs sahby hesiat hony k bawjood shadi na kry apni puri zindgi to us ka jinaza jaiz nahi hota..? kya esa hai? is bary me mujy guide kr dyn please. or mujy is hawaly se koi authentic hadees e mubarka ka reference dy dyn please.
Answer:
Question: Meri aik friend hai....us ko Facebook pr koi larka pasand aya or dono haram relation me a gye.....or 2 din pehle in logon ne fb pr hi nikkah kr lya, mtlb khud hi ab kch bol kr pr srf larki ne "Qabool Hai" bola tha 3 bar... To kya un 2no ka nikkah ho gya?
Answer:
Question: Aslaam o alikum, I am a Muslim boy. I want to ask that in Islam you can choose a girl for marriage by yourself. So kindly will you guide me that how can I chose a girl by living in the realm of Islam. (اسلام کے دائرے میں رہ کر) Please guide me!! Jazak Allah
Answer:
Question: Asaalam wa alaikum. Mai aur ek ladki ek dusre se 13 saal se saccha pyaar krte h ab hamari shaadi hogai h....masla ye hai ke shaadi se pehle hum dono se zina ki galti ho chuki hai to kya hamara nikah qubool hua ya nahi...maherbani kar ke mujhe masla bataye.
Answer: