Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 3856
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kin kin halat main insan ko nikkah kr lyna cahye......???????

Answer: 1)Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) 2)shadi un mustahabbaat mai sai hai jin ki islam mai bohat ziada taqeed ki gae hai. Razool e akram ka irshad hai k jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385 pg # 231 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3924
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia non syed larka syed larki se shadi kar sakta hai detail main btaie ga muje

Answer: Muslman, muslman ka kafo(barabar,manind) hai aur momin mard momin aurat ka kafo hai isi lie Syedah shia aurat ka nikah ghair syed shia mard k saath jaiz hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 221). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 3936
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia main apni b.v. ke sagi khala say shadi kr skta hoon

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Ji han karsakty hain (Ref : Minhaajus Saliheen part#3, Ayatullah Sistani d.b. masla #90). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3949
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: asalam-o-alaikum mera sawal ye hai ke kia 12 sal ki larki shadi ke laiq hai ya ni

Answer: Nikah main umar ki koe shart nahi hay,yani lerki or lerkay ki umar kitni ki kam Q nah ho or umar kitni hi ziyada hi Q nah ho. Haan faraq ye hay k agar lerki 9 saal se kam ki ho tu nikah lerki k wali(baap ya dada ) se nikah ki rizamandi li jay gi nah k lerki se ijazat li jay gi, isi terah agar lerka nabaligh ho tub hi nikah main o ski ijazat k bajaay os k wali ki ijazat li jay gi. Or doosra faraq ye hay k nabaligh lerki ka nikah kerna tu jaiz hay laikin os se oska shohar os k baligh(yani chand k lihaaz se 9 saal) honay se pehlay os se hambistari nahi ker sakta.laikin doosri lazzaat maslan boosa laina, chumtana waghaira hasil kerna jaiz hay. Or jaisa k aap ka sawaal hay k lerki 12 saal ki hay tu phir tu kisi bhi qisim ka koe haraj nahi. Nah nikah main or na hi rukhsati or jima main. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2335,2340+ ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#3, maslah #8) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3971
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Meray jananey wale sunni lakrkey ki shadi aik shia larki say ho rahi hay aur is mouqa per do nikkah ho rahey hain pehley shia nikkah aur phir sunni nikkah. yeh sub aik hi waqat per hojay gah kia yeh nikkah durust hoga

Answer: Jee haan ye sahi hoga. Q k jab pehli baar shia mazhab k mutabiq nikah k seeghay ada hojain gay tu ye nikah durust ho jay ga or ab is k baad sunni tariqay k mutabiq jo nikah perha jay ga wo fozool or baykaar shumaar hoga. or is doosray sunni batil nikah ka pehlay walay shia nikah per koe asar anhi perhay ga. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2335+ E-maul rcvd from A.Sistani d.b) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 3986
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Agha Sahab Nikkah k bad aur rusksati se pehle biwi se sex karna ghalat hai?

Answer: 1)Sigha nikah k zaria mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani shohar biwi wale taluqat qaim ker sakte hain or nikah k baad rukhsati hona zaroori nahi hai). ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, before Masla # 2328) 2)Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati nahe hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay sohar k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimne shart samja jata ho to phir aurat k lie nikah k bad rukhsati se phelay sohar k lie apne aap ko paish karna wajib nahi hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 4004
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia ahelay kitab se quran o sunnit ki roshni main Islam shadi ki ijazat deta hai

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Mosalman aurat kafir mard se nikah nahi karsakti chahay da,imi(permanent marriage) ho ya ghair da,imi(Temporary marriage) ,kafir ehl e kitab ho ya na ho. Musalman merd bi kafir aurton se nikah nahi karsakta lekin yahodi or esae aurton se muta karny main koe haraj nahi or ehtiyaat e lazim ki bina par un se da,imi nikah na kia jay ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2362 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 4006
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ma ek larki se pyar karta hn wo b mje se buhat karti hai hum online chand logo k samne ek dusre ko qabool kia hai kia hamara nikah ho gaya k nah

Answer: Nikah ka seega parna zarori hai jo k ehtiyaat e wajib ki bina per arbi main perha jaay, seegha e nikah aap khud bhi par sakty hain . ek dosry ko qabool karny se shadi nahi hoti . (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #2328 )

Id: 4007
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: main apny mamo ki bety sy mohabat karta hn or wo bhi muj sy mohabat karti hi masla yeh hi hamari mangni hoi hi or main abroad ja raha hn kia main us k sath janay sy pehly hambistri kar sakta hn?

Answer: Jee nahi, nikah se pehlay hambistari jaiz nahi hay. Or ye zina kehlata hay jo k gunahe azeem hay (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus Saliheen,part#1, maslah #30)

Id: 4008
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya hm bina imam k nikah kar sakte hai?

Answer: Nikah ka seegha ya tu aurat or merd khud parhty hain ya kisi ko wakeel moqarar kar lety hain takeh wo onki tarf se parh dey . ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2328 )

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!