Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 16824
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: khawand apni bivi ko dusre mard se bacha paida krne ki ijazat de sakta hai?

Answer: Jee nahin, Q ke shohar ki mani ke alawa aurat ka hammila hona jaiz nahin hai chahe aurat aur us ka shohar is se razamand hon ya nah hon. (Ref: Tauzeeh ul masail, Jadeed masail, Ayatullah Seestani(d.b), edition #42, maslah #65, pg #464). [Updated on 04-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16825
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia banda apni bivi sy chopa legwa sakta ha

Answer: 1: Shohar or Biwi aik dosre ke liye poori tarah se mehram (yani halal) hain lekin ghair mamoli lazzatun ke liye ehtiyaat e wajib ki bina par biwi ka raazi hona lazim hai. 2: Oral sex yani aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain, magar ye ke sharamgaah se nikalnay wali rutoobat halaq mian nah jaaye. Q ke agar halaq me chali jaye to halaq najis ho jaye ga. (Ref: Tauzeeh ul Masail Jaame, Ayatullah Sistani(d.b), Part #4, Maslah #259,261. + sistani.org urdu, chapter humbistri, sawal #1). [Updated on 04-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 16842
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aslam o alikum Mera sawal ye h k meri shadi ko 11 saal ho chuke han lkn merey shohar mje sex k lia bht tang krte han. Ma pregnant hn r high risk pregnancy h lkn wo ni smjte .

Answer: Biwi ke liye zaroori hai ke jab bhi shohar jinsi lazzatain haasil karna chahay to us ki khuwahish poori kare aur sharaei uzr(reason periods e.t.c..) ke baghair biwi, shohar ko hambistari se nahin rok sakti. balke biwi ka apne shohar ko hambistri se mana karna Haram hai, Haan shohar ki razamandi se taakheer (late) karna jaiz hai. aur agar hamila ho jaye to doctor ki hidayat ke mutabiq hambistari kar sakte hain. lekin jin surton me doctor mana kare to wahan ehtiyat karni chahiye. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2376). (Note: Dauraan e hamal jima (sex) karte waqt is baat ka zaroor khayaal rakha jaye ke jima ke waqt biwi ke pait par shohar apne jism ka wazan nah daalay, is se bache ko nuqsaan puhunch sakta hai. aam taur par doctor hazraat 8th mahinay se jima karne se mana karte hain. lekin ye har aurat ki jismani kaifiyaat or taaqat par munhasir (depend) hota hai. hum aap se guzarish kartay hain ke aap is silsilay main apne lady doctor se ruju karain or bache ko nuqsan puhuchne wali cheezon se parhaiz karain). [Updated on 08-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16862
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AoA larki say hambistri krnay k Liye uski Kam sa Kam sharayi Umar kia hy

Answer: (Note: Is website par fiqh e jafaria (mazhab e shia) ke mutabiq jawabat diye jatay hain). Fiqh e jafriya men na-baligh larki ki shadi karana jaiz hai Albatta jab tak larki 9 saal ki na ho jaye us se jima (hambistri) karna Haram hai. yani larki se hambistri karnay liye us ki umer kam se kam 9 saal hai. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2374). [Updated on 10-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16863
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AoA Mera sawal ye k kia shia mazhab main 14 sala larki say shadi or hambistri jaiz Hy. Or kia mard apni 2 biviyon k sath ayk sath Yani wo teeno ayk sath hambistri kr saktay hain

Answer: 1: Jee han, fiqh e jafariya (mazhab e shia) men 14 sala larki se shadi or hambistri karna jaiz hai. 2: Jima (intercourse) karte waqt makrooh hai ke koi aur wahan maujood ho aur jima karne walon ke amal ko dekh raha ho, jab tak ke us ka dekhna Haram me parne ka sabab na bane, aur agar Haram men parne ka sabab bane is tarah se ke dono aurtain aik durse ki sharamghah ko dekha rahi hon to jaiz nahin hai. Q ke insan par wajib hai ke apni sharamghaah ko un logon se jo mukallaf (baliq, aaqil, qadir) hon, chupaa kar rakhe. (Ref: Tauzeeh ul Masail, Ayatullah Sistani(d.b), Edition #42, Maslah #53,2374,2400,2401. + Minhaj us Saleheen, part #3, maslah #5). [Updated on 10-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16870
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Agr biwi husband ka khayal rekhe her tarah se lekin husband ko lagaye Woh thk nhi aur Woh dusri shadi love marriage kr ley TU kia pehli biwi jab Woh sex chaheye TU mana kr sakti hai Matlab Woh apne husband ko dusri shadi ki waja se pass na Jana chaheye.

Answer: 1: Biwi ke liye zaroori or wajib hai ke jab bhi shohar jinsi lazzatain haasil karna chahay to us ki khuwahish poori kare aur sharaei uzr(reason periods e.t.c..) ke baghair biwi, shohar ko hambistari se nahin rok sakti. balke biwi ka apne shohar ko hambistri se mana karna Haram hai. Haan shohar ki razamandi se taakheer (late) karna jaiz hai. 2: Islam men Mard ke liye 4 shadi karna jaiz hai, chahay uski biwi ijazat nah bhi day. Aur aik musalmaan biwi ko apne shohar ko dusri shadi karne se nahin rokna chahiye Q ke Riwayat ki roshni main mard ka aik se ziyada shadiyan karna Allah Taala ko pasand hai. 3: Agar kisi ki do daaimi biwiyan hon aur in men se aik ke pass aik raat rahe to wajib hai ke chaar raaton men se aik raat dusri ke pass bhi guzaray aur is surat ke alawa aurat ke pass rehna wajib nahin hai. Han ye laazim hai ke us ke pass rehna bilkul hi tarak nah kar day. 4: Biwiyon ke sath jis adalat ke laazmi taur par rawa rakhne ka hukum diya gaya hai us se muraad raaton ki taqseem main adalat hai. is maana main keh agar aik raat aik biwi ke paas soya ho to 4 raaton main se aik raat dusri biwi ke paas bhi soye. aur jo adalat shariyat ki nigah main mustahab hai (or wajib nahin hai) us se muraad naan o nafaqah or unki taraf tawajjah daine, chehre ko hashash bashash rakhne or jins khahish poori karne main barabri hai. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2376,2381. + Minhaj us Saliheen, part #3, maslah #202,341. + Jadeed fiqhi masail, maslah #434). [Updated on 11-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16877
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: AFTER DEATH OF WIFE SHE BECOME NON MAHRAM FOR HER HUSBAND ??

Answer: Fiqhe jaferia ke mutabiq, biwi ke marne ke baad apne shohar ke liye na-mehram nahin hoti. (Ref: Tauzeh ul Masail Jaame, Ayatullah Sistani(d.b), Part #4, maslah #12,13). [Updated on 11-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16878
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: peechay waly hole mein sex krna kesa hai? larki agr shohar ko rok na paye aisa krny sy tou phir usay kya krna chahiye?

Answer: 1: Shohar or Biwi aik dosre ke liye poori tarah se mehram (yani halal) hain lekin ghair mamoli lazzatun ke liye ehtiyaat e wajib ki bina par biwi ka raazi hona lazim hai. 2: Biwi ke peechay ke maqam (maqam e pakhana) main hambistari karna biwi ke raazi nah hone ki surat main ethiyaat e wajib ki bina par Haram hai, aur agar biwi raazi ho to jaiz hai lekin shadeed makrooh hai. (Ref: Tauzeeh ul Masail Jaame, Ayatullah Sistani(d.b), Part #4, Maslah #259,261). [Updated on 11-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16922
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya sex zarori hai bacha kay liya

Answer: Jee hain, Q ke aurat aur mard ke jinsi melaap (sex) ke nateejay me aur jab khuda ki rahmat aur barkat shaamil ho to aulaad wujood me aati hai. (Ref: Islam aur Jinsiyaat, pg #161). [Updated on 20-Jul-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 16979
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Agar shadi ko 6 mahiney guzer chuke aur humbistri na kia ho q k wife nehi kerna chati to is mein koi issue Hy kia . Kissing wagera hoti hy

Answer: 1: Biwi ke liye zaroori or wajib hai ke jab bhi shohar jinsi lazzatain(humbistri wagera) haasil karna chahay to shohar ki khuwahish poori kare aur sharaei uzr(reason periods e.t.c..) ke baghair biwi, shohar ko hambistari se nahin rok sakti. balke biwi ka apne shohar ko hambistri se mana karna Haram hai. Haan shohar ki razamandi se taakheer (late) karna jaiz hai. 2: Shohar apni jawaan biwi se chaar mahine se ziyada muddat ke liye hambistari tark nahin kar sakta (yani chaar mahinon me aik baar hambistri karna wajib hai agar nahin kare ga to wo gunahgar hoga) magar ye ke hambistari karna biwi ke liye nuqsandeh ya buhut ziyada takleef ka sabab ho ya us ki biwi khud chaar mahine se ziyada muddat ke liye hambistari tark karne par raazi ho ya shadi karte waqt nikah ke zimin mein chaar mahine se ziyada muddat ke liye hambistari tark karne ki shart rakhi gayei ho. Aur is hukum mein ehtayat-e-waajib ki bina par shohar ke maujood hone ya musaafir hone mein koi farq nahin hai is liye ehtayat-e-waajib ki bina par ye jaiz nahin ke ghair zaroori safar ko baghair kisi uzr ya aurat ki razamandi ke baghair chaar maah se ziyada tool diya jaaye. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2376,2382). [Updated on 08-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!