Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 4930
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kya koi bhi cheez garam khana Makru hai???

Answer: Garam khana mazmoom shumar kiya gaya hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2600). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 4932
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: bina kaante wali machli kya fiqah jafariya me haram h..?? agr han to kyun?

Answer: Agar machli chilkay wali hai tu khana halal hai aur agar baghair chilkay wali ho to khana haram hai, chahe us k kanta ho ya nah ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2578). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 4942
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: duck halal or haram. batakh khanay halal hay ya haram ya makrooh

Answer: Halal hai or makhrooh bhi nahi hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 883, Eidition 1417 hij). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5044
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: ultay hath se pani pena k bry mein kuch batein...?

Answer: Pani bayen (left) hath say peena mazmoom(bura) shumaar kiya gaya hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2602). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5059
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia andon(eggs)ki zakhera andozi jaiz hy?

Answer: Jaiz hay.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah # 50, Eidition 1417 hij). Update on dated 11-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5224
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya islam mey bakry k kapory khan harm hy ya halal hy.?

Answer: Kapoore Haram hen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2589). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5282
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya ghoray ka ghosht halal hai

Answer: Ghorhe ka gosht khana halal hay laikin makrooh hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2594). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5478
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kiya islam mine kapooray khana halal hi ya haram hi ya makroo hi

Answer: Kapoore Haram hen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2589). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5647
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya teddi khana halal hy ya haram plz ans zaroor kareyn kyun k kisi ny kaha hy k halal hy plz galat fahmi door kardeyn

Answer: Agar tiddi ko hath se ya kisi aur zariye se zindah pakar liya jaey to wo mar jane k baad halal hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2585). Update on dated 15-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 5755
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Assalamualikum. Can we use toothbrash instead of siwak.

Answer: Yes. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2599). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!