Question: AOA, Q1: main UBL bank main contract base job(software engineer jo bank k software banaty hai) karta ho. mari salary private company dati hai. ya jaiz hai ya nahi? Q2: Bank k employee jo bank k software banata ho us ka soodi mamilat main dakhal nahi hai. Emplyee ka kam sirf bank k software banana hai. Ujrat jaiz hai ya nahi? Thanks
Answer:
Question: 1. Kya Prize Bonds per Khums wajeb hay. 2. Kya US Dollar ki shakal me jo raqm mojud ho us per be Khums wajeb hey. 3. Kya Prize Bond per niklne waly inam ka 1/2 misakeen ko dena wajeb hey. 4. Kya Private Bank key PLS account per milney wala profit ka istamal jayyez hey. Thanks
Answer:
Question: Asalam O Aleikum, Qomi bachat bank main mahana offer hai jismain mahenay k akhir main 10-12% profit lagta hai kiya ye profit sood main tu ni hai aur lana haram hai ya ni,,, bank walay apnay account holder jo koe 1 lac ya za'ed raqam rakhway tu bank walay uske paisun ka 10-12% profit laga daty hain for example pensioner apni zindagi ki jama ponji bank main rakhwa deta hai aur monthly bank usay profit deti hai aur wo check bhar k wo leta rahay... jaiz ya najaiz batayn?
Answer:
Question: salam...mufti sahab mny aik dukan khrei ha 3.50 lac ki jis ma se aik lakh advance de dia tha or baki payment october ma deni ha...mera bra bhai bahar hota ha usny kaha tha k wo octber ma 2.5 lac de de ga lkn wo nhe de skta filhal...to ab mery pas do rasty hain aik to ye k ma dukan sale kr k unko 2.5 lac de dun ya phr bank se loan ly k de dun...ab aap baten is halat ma mery lye bank se loan lena jaiz ha ya nhe ?
Answer:
Question: Assalam wa Alaekum...! Qibla mai Bank mai job karta hu Admin & Security Department mai... Hamari koi public dealing nahi hy... or mene job krne se pehle Quran se istekhara b krwaya tha tau bht behtar aya tha... mujhe ye janna hy k kia mera job krna jaiz hy...? qk log kehte hain isk paiso mai barkat ni hoti... jb k mai apni khushi se bank mai ni aya khud asbaab bn gaye or mere pas koi dusra chance b ni tha.. please meri islah kren ta k mera dil mutmain hosake... or State Bank of Pakistan mai job krna jaiz hy ya nahi? qk uski b public dealing ni hoti.... Shukriya...
Answer:
Question: Asslam o Alaikum...!! Qibla mera swal ye hai k mein is wqt Pakistan k Allied Bank mein Branch Operation Manager k tor pe kam kr rha hun. Iss Bank k Owner tmam shareholders hain jin mein Muslim aur Non Muslim donu shamil hain. Kya aisy Bank mein job krna sahi hai? aur Kya mein Business Development Manager k tor pe kam kr skta hun? jis ka kam general public se deposit collect krna hai. Mery pas aur be koi job nai hai. kya mein Business Development Manager wali post pe kam kr skta hun? Brae mehrbani genral answer k bjae mery hawlay se clear answer anayat frmaen. JazakAllah...!
Answer:
Question: Asslam-O-Alaikum Mera Sawal Ye Hai Ki Mere Bank Account Main Meri Asal Raqam Ke Alawa Jo Paisa Intrest ka Ata hai kya wo jayez hai, Aur agr main Apne Waidain Ke Liye Bnak Min Kuch Raqam fix ker do jisse ki Unko Har Mhine Kuch Kharch Milta Rahe ya Bad main bhi kuch Munafa le sako jab meri umar ho jay to kya ye jayez hoga,aur Pension lena jayez hai ya nahi jabki bank aur goverment apne pas se kuch nahi deti to ye paisa bhi intrst hi hoga meharbani kerke mujhe sahi rah dikhay JAZAH KALLAH O KHAIRUN
Answer:
Question: Assalamoalaikum Kia national saving bank se milnay wala munafa jaiz hy? Jo rqm hum rukhwate h us ki aik shrt hy k 1 sal se pehly wapis nahi nikal skte. Hum ne 2016 m 1000000 bank m jama karae monthly scheme m. Jis m bank k mutabiq profit 6280 hy lakin wo hamain monthly 5652 rupees profit derehy hein. Agr rqm niklwai jae 1 sal bad to 1000000 hi milta h.
Answer:
Question: Can I fix my capital for a certain period of time in the bank where profit ratio is not fixed ? like saving certificates? I am asking because of the uncertain financial situation of the country and which effects the job market. I am currently doing a job and I hope I will be able to save some amount at the end of the year. I am not sure about job next or further so I want to do some savings for my daughters' future. For example there are saving schems of National Bank and Meezan Bank which they are Islamic because the profit varries each month and the amount of profit is not fixed. Moreover, Also tell me that Premium Prize Bonds are Halal? If none of the above is halal, what is the safe mode of doing savings for securing future of children?
Answer:
Question: Sir ya jo jazzcash aur easypasay walo ki ik offer ab aye huwi hy jo ka phaly account kholty waqat ni the ka ap agar apny account mein 15000 sa above amout rakhain to ap ko daily 10 rs milty hein jis mein copany apna 2 rupees text kat lati hy aur baqi 8 rupees ap ka account mein a jaty hein.Aur is mein user kisi bhe time apny pasay niklwa sakta hy aur dalwa sakta hy.company waly isy bechat account ka name daty hein..kia ya lana theak hy ya ni..Danu companies hein forigen
Answer: