Question: Kiya national saving center mein raqam deposit karkey monthly munafa leyna Shariyat ky mutabiq sahi hai ya hai? Kuoonkay is raqam sy karobar karnay ka koi tajarba nahi hai aur raqam kay zaya hojanay ka dar hai.
Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: hamai yaqeen he ke sab banko mai sodi muamela hota he. ab kia bank mai paisai sirf hefazat ki niat se rakhna jayiz he? kia ye gunah par madad nahi hoga?
Answer: Ye baat durust nahi hay k bank k tamaam kaam sood per mushtamil hotay hain.Balkeh khuch kaamo main sood ka ta’al’luq hi nahi hota maslan school fees, electric, Gas and telephone bills ki raqam wusool kerna. 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: BANK MAY KON KON SAY DEPARTMENT MAY JOB KARNA HARAM HAY. THANKS
Answer: Bank k haram kaam maslan wo kaam jo soodi maamlaat se merboot (related) hain, haram hain or in shobo (departments) main kaam kerna haram hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #before 29). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: We all know that interest is prohibited in islam. My question is that why islam has particularly prohibited interest. what is the main logic behind this prohibition?
Answer: Hazrat imam jaffar e sadiq a.s. se sood(interest) ki hurmat ka sabab dariyaaft kia gaya to apne frmaya k agr sood halal hota to log tijarat chhore dete inhen is ki zarorat na rehti or Allah ne sood ko haram kar diya take logo ko haram choorh kar tijarat aur khareed o farookht ki taraf laye.(Ref : kitab illul sharae part# 2 Mafhoom e pg # 388 ). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kya private/gov bank kay account opening dept may job karsektay hain
Answer: It is allowed to work in the department where your job is not involved in haram transaction.(Ref: Email Rcvd from a.sistani dated: 03-04-15). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam i want to know that the intenship and external audit in banks is allowed or not plz reply me fast..
Answer: It is not allowed if that involve dealing with interest. (Ref: E-mail rcvd sistani d.b, dated: 02-04-2015) Update on dated 03-04-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Salam. Mera sawal bank kay howalay sy hai ka bank kay liability department may job karna jaez hai.
Answer: 1)Bank k haram kaam maslan wo kaam jo soodi maamlaat se merboot (related) hain, haram hain or in shobo (departments) main kaam kerna haram hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #before 29). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 2)Agar bank ya adara jis main profit daine wala(owner) musalman nah ho tu aise department main job kerna jaiz hay jahaan aisa soodi lain dain huta ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #29, pg#453). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: KYA ISLMIC BANKING ME PAISE SAVE KARNA OR PHIR US PAR PROFIT LY NA JAIZ HY PLZ THORA TAFSEELI JAWAB DYN
Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: kia qaumi bachat bank ka munafa jaiz hai jo ke fix nahi hai kabhi ziada kabhi kam or kabhi fix bhi detain hain
Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ma bank ke information technology(IT) department mai job kerta hon kia meri income halal ha?
Answer: Bank k haram kaam maslan wo kaam jo soodi maamlaat se merboot (related) hain, haram hain or in shobo (departments) main kaam kerna haram hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #before 29). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).