Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 1665
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: as salam:agha sahab ,,can i do job in bank as a cashier post....please give me reply as soon thanx

Answer: It is allowed to work in the department where your job is not involved in haram transaction.(Ref: Email Rcvd from a.sistani dated: 03-04-15). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 1733
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mera sawal ye hai kye mare abu dead hogaye hain main aur sirf mare ami hain aur koi nahi humnain saving bank main 600000 rupeez rakwaye hain wo hamian har month 8400 rupeez datain hain yani 100000 par 1400 rupeez monthly kya ye rupeez halaal hain?

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 1916
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Salam, I am living in Australia. Can I take interest from an Austalian Bank, is it halal/allowed?

Answer: It is lawful to take profit from these banks if capital of these banks are related with non-Muslims. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 08, Pg# 437). Update on dated 13-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2228
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: agar kuch paisa ap ko maa bap yah bhai shade ka bad gift kare uss paisay ko bank ma rakh k monthly interest lia ja sakta haee yah yeh sood ho ga

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. 3- Private bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo pora jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2230
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya bank m paise rakhna jaez h? shadi kay liye behtarin dua konsi hai jo jald asar b ho aur aurat achay say us rishtay ko nibha saqay? kya insurance policy karwawna jaiz h? agr ami parda krne s mana karen tu kya hukam h?

Answer: 1)Bank main raqam jama kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3-4-5, Pg#436). 2) Shadi k liye Agar sura-e-muzammil ko rozana aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jaey to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaey ga. (REF: Wazaif-ut-talib, Mafhoom e pg # 76) 3) Insurance karana jaiz he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40). 4) Parda kerna wajib hai or wajibat or muhramaat men waldain ka kehna maanna jaiz nahi hai. (Ref: Ayat-ul-Allah Sistani(db), Rcve from: http://www.sistani.org/arabic/qa/02073/). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2602
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: SALAM AGHA BANK KI JOB KA FATWA BATAYIEH TAFSEEL SAY

Answer: Bank k haram kaam maslan wo kaam jo soodi maamlaat se merboot (related) hain, haram hain or in shobo (departments) main kaam kerna haram hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #before 29). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2617
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: can i take money from komi bachat is this sood because govt offer i heard this is not form of sood kindly clear my question

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2653
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kindly inform me please komi bachat say prfit lay saktay haee is it soud ?

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2658
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: slam o alaikum kia komi bachat ma kuch rakam rakh k interest lay saktay haee lz reply sooon

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5.). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Id: 2781
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia komi bacahat say interest laina soud hae

Answer: 1-Private ya government ya sami- government bank main sood lene ki shart per raqam jama kerwana jaiz nahi hay or ye sood hay. 2-Government bank se jo munafa(profit) baghair sood ki shart k mile wo is sorat main jaiz hay jab sood ki adhi raqam deendaar ghareeb or mustahaq afraad ko sadqa di jaay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #3,5,). Update on dated 03-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!