Question: جو شخص داڑھی رکھنے کا وعدہ کرے پہر منڈوا دے کیا حکم ہے
Answer: 1-Daarhi mundwana ehtiyat e wajib ki bina par jaaiz nahi hai. Lekin is amal sai namaz saaqit nahi hoti adaa karna wajib hai. (Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2042). 2- wada ki mukhaalfat karna gunah e azeem hay. (Ref: Minhajus saliheen, ayatullah sistani jild, 1, maslah#30) [Updated on 28-Jan-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey] [Updated on 31-Aug-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Can we remove pubic hair between 1 to 10 of zulhajja
Answer: Yes ,you ( can remove pubic hair between 1 to 10 of zulhajja ) and There is no problem in it. . (Ref: https://www.sistani.org/arabic/qa/0271/). [Updated on 16-Jul-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Dhari 40din ke bade mundwae tu kaffara Dena chahiye
Answer: Dharhi ka moondna(mundwana) ehtiyat e wajib ki bina par jaiz hi nahin hai. chahe jitne din bhi guzr jayen. Dharhi ki Sherie miqdaar ye hai k zaroori ha k aam loog ise dhari wala kehain . (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 1, ques # 159 pg # 80) (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), Edition #42, Maslah #2042).(is ka maali kaffara tu koi nahe hay bas ehteyatan ) Tauba karain.Khudawand-e-Alam nay Quran-e-Majeed main wada kiya hay kay agar insaan khud is kay khilaaf amal na karay to Tauba qubool ki jaey gee.Ref:Istiftaat A.Sistani I-53. [Updated on 11-Aug-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: AoA. Kya darhi na rakhna gunah e kabira hai? Aur kya darhi moondhna bhi gunah e kabira hai?
Answer: Mard par daarhi moondhna ehtiyaat e wajib ki bina par jaaiz nahin hai. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2042). [Updated on 28-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: AoA. Kya darhi na rakhna gunah e kabira hai? Aur kya darhi moondhna bhi gunah e kabira hai?
Answer: Is sawal ka jawab de diya gaya hai. [Updated on 28-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Question: Agr 18 saalki umar ma darii na aye to kia kry kyy darii a jye?
Answer: Agar darhi nahin aa rahi to is ka laana (yani koi bhi cheez istimal kar ke ugana) wajib nahin, Han albatta aane ke bad mard par daarhi ka moondhna ehtiyaat e wajib ki bina par jaaiz nahin hai. (Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #2042). [Updated on 11-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Plz explain the minimum size of beared ?
Answer: Dhari ki Sharaei miqdaar ye hai ke zaroori hai ke ( itni miqdar me rakhi jaye ) aam log ise dhaari wala kahen. (Ref: Mujthid se poushey gye sawalaat, part #1, ques #159, pg #80). [Updated on 09-Dec-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]