Question: kya pakhane ki jga par jo baal ate hen vo utarne chahiyen
Answer: Riwayat ki roshni main mustahab hai.(Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Aslam o alikum Mulna Sahib! kya mard or aurat apnay jism k ur jagha say jesay (senay k baal ya raan k baal ya jism k kesi bhi hesay say) hatwa sktha hai k nahi? agar hatwa sktha hai ya skthi. Tu us ka hawala bhi day? Jaza K Allah
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir hmare sater e aurt k hise ma mojod bal.yani wo bal jo katne lazmi hai un ko kaha sy kaha tk katna chaye.kn kn si jga sy
Answer: Sharam gaah ke ird gird ke baalo ko kaatna mustahab hai.(Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Murd ko nechay walay bal kitnay tak saf krnay chaye
Answer: Marvi Riwayat ki roshni main 40 din ke ander kar lene chahiye. (ref :web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: Haiz ki halat me hair colour krna ya mehendi lagana haram to nai??
Answer: Haraam nahi hai, mager makrooh hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # 235 , eidition #1st , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hia).
Question: Kia muharram mai mard kaly kapray pehan salt a hair?
Answer: Imam hussain ( a.s) ki azadaari manaane me kaala libaas pheanna accha fail hai .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 191 pg #81) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Salam alekum Janab mera sawal ye hai ki agar main moharram me Naye kale kapde bana sakta hu kya mujpe kale kapde nahi hai moharram ke liye naye kapde banana jaiz hai kya moharram me wsalam
Answer: Imam hussain ( a.s) ki azadaari manaane me kaala libaas pheanna jiaz hai aur accha fail hai .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 191 pg #81) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Meri hips k inder (hole k ird gird baal) ko saaf krna lazmi hain.. ???
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Me hole k upr se baal saaf nhe krta. Kia??haraam hai…? ??

Question: aslam o alikum kia muharram me mahandi lagana savab hai?
Answer: Wssalam o alykum, is ko lagana Muharram u Haraam main munasib nahi hai, balke ager gham ke dino ke munafi ho to is ko in dino lagany se pareez karain.(Ref : Sistani.org , Allah Taala hi tofiqaat mian izafa farmaane wala hai).