Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Zeenat ( 151 Questions)

Id: 5476
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: slam.mera sawal yeh hy ky kia girls apni eyebrows bana sakti han? reference den sistani sab ka....

Answer: Eye brows banwany jaiz hai aur osay na mehram sai chupana bhi zaroori nahi hai. (Ref : Kitab Nigah aur libas pg # 96)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5537
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: aurat pet k niche ka baal kitne din me kaat sakti h aur na kaate to namaaz hogi ya nahi.

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 5549
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: assal o alaikum kia aik 50 sala baiwa aurat apne sir k balo main kaali mehandi ya khizaab laga skti hai shariyat kaa kia hukum hai?

Answer: Mehandi laga sakti hai magar urf(awaamun naas) ko dekha jaay ga agar wo mehndi ko zeenat sumaar kartay hain to zurori he k na-mehram mardo se chupa’ein. (ref : Email rec from ayatollah sistani d.b. at 28 oct 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5565
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kia mard hair remove creame say bal saf ker sakta hai

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5575
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Kia orat color waly kapry pehn skti ha ua nai

Answer: Aurat apni ( ﺧﺪﻭﺨﺎﻞ ) ko chupanay ki shart k sath rangeen libas pehanna jaiz hai aur har zinat ko chupana wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 142,pg # 64)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5588
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: I am Alima,Allhmdulilah,I m surprized about ur answer,that u r saying,making the eye brows is not sin,Asstghfirullah,how can u say,Asstaghfirullah,R u making Muslim fool?

Answer: Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Id: 5619
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Aurat apnay jisam k ghair zaruri Baal kaisi saaf kray,kyun k kuch log kehtay hain Baal ukharna haram hai,kuch kehtay hain loha mtlab jillet use krna haram hai,to phr asal tareeka kya hai,Islam k mutabik,

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5640
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: mera apsay yay sawal h k kya may apnay jism k bal yani chest bazu wagera k bal kat skta hn ?????

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Id: 5666
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kya waxing karna haraam hai islam me

Id: 5837
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: Meri dost ka masla hein.Kya ek biwi apne husband ke liye lambe nahun rak sakti hehn.jab woh nahun kati hein to uska phusband hafa hota hein.plz jaldi javab dije ga.waslam

Answer: je bara sakti hain. Balke baaz riwaaytoo mai mojood hai ke orat ka nakoon bharana mustahab hai.(Ref : mujtahid se poche gaae sawalaat , masaa # 186 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!