Question: perfume k mutaliq kiya hukam ha jis me alkohal shamal ho.... aur konsa perfume use kar skata ha
Answer: Perfumes mai istemal honay wala alkohal paak hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 109) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: AOA. i want ask.... islam mein lamby nails rakhna HARAM hai ya ni?? aur agar HARAM hai to is ki waja kia hai?? mtlb kia nuksan hai lamby nails ka k in ko haram qrar dia gya hai?????
Answer: Nails barhanay k baray mai baaz riwayat may maujood hay k nails barhana auratoon k liay munasib hay. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 186, pg # 90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: sir jism k gair zarori ball pait k ball b hoty hain or jo hamari sharm gah se upar ball ko kahan tak remove karna chaye or jo 2 tango k darmiyan ball hoty hain wo b remove krne chaye ? thankx
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Asalam0alikum! kya Mard hazrat Seenay, Bazu, Qamer of Tangon k Baal saaf ker sakte hain
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sharamgah k bal saf karna lazmi hai larki/girl k liye?

Question: salam alykum sawal ye hai ki kaya aurat hierremoer losan ki jagaha bilet istimaal kar sakti hai ki nhi ya dono kar sakti hai
Answer: Aurat k lie sar k alawa puray jism k baal katna mustahab hai aur lohay(blade) sai apnay jism k baal kat sakti hai. (Ref : Sistani.org)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: kiya mard k liye sharamgah k ilawa jisam k kisi or hissay k bal katna jaiez h? jaisy seenay k wagera wagera
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mery face or body pr bht bal h plz koi hal bta dai
Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya roze ki halat mein neechy ki safae krna sae hai...roza makrooh toh nae hoga?
Answer: Roze ki halat me zair e naaf baal ki saaf karna makroo nahe hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: AS SALAM O ALIKUM mera sawaal ye he k hmein upne najaiz baal mean balig larke upni naaf k neeche ik baal khaa se khaa tk kaat na chahiay ap mjhe wizahet krdein jazak ALLAH