Question: Meri shadi nh ho rhi h jo b rishta ata h uska istkhara sahi nh ata ek ka sahi aya h unhony rishta phone py paka kr deya ab usko rk sall hony wala h phr sy koi bat hi nh ki is bary m sahi say rabta b nh krty plz meri help karain
Answer: Istekhara last option hai islam me pehle zarori hai k insan khd tehqeeq krle agr us se bhi mamla solve nhi hrha ho to kisi deendar jannewalo se mashwara krein agr uss se bhi mamla hal na ho isekhara kia jata hai.. Jald shadi k lie kuch wazaif hai unhe anjam dena intehai mufeed hai: 1) 11 times durud aur phir 101 times Ya Allaho Ya Rahmano Ya Rahimo Ya Kareemo Ya Hayyo Ya Qayyum padhe (ref:naeemul aamal page no.314) 2) agar sura-e-muzammil ko rozana aik aik dafa 41 days tak parh kar dua ki jai to (inshallah) yaqeenan rishta tay ho jaiga. (REF: Wazaif-ut-talib, pg no. 76.) [Updated on 13-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Slam mera ye swal ha k agr shadi k liye istakhra thk na b ho to kya phr b whan shadi kr lni chaiye ya ni
Answer: NULL
Question: mulana sahab manay apna or us larkay ka nam bataya tha or apsay kaha tha istihara ya quran say faul nikal k bata dain k rishta behtar ha k nai apnay jawab nai diya agar diya to kis topic may answer ha meray mail id p bata dain main wahan us topic say say jawab par longi
Answer:
Question: mulana sahab apnay jo site batayee thi waha p manay sawal kiya tha lakin waha par mera sawal complete nai howa ap hoi plz meri madad karain or jo nam batayee thay ap hi mera istihara kar k bata dain ya unsaytak mera sawal pohancha k jo jawab ayee ga muj tak pohancha dain plz molana sahab plz
Answer:
Question: Salam, Mera nam Shameel hai aur mai Istikharey k barey mai maloom karna chahta hun. Mai nikah karna chahta hun aik larky sey lekin us larky ne istikhara kia aur sahy nai aya. us ky maa and behan ney bhy istikhara kia aur sahy nai aya. mai aur jinhein mai pasand karta hun wo bht sakht pareshan hain. ab kia humein ye rishta karna chahyey? kia istikhara per amal karna wajib he? kia istikhara k baghair shady nai ky jasakty? plz reply soon Allah Hafiz
Answer:
Question: Asalam o Alaikum mujhy apse istekhara karwana hai shadi k silsily main larket ka name hai saeed ur rehman walid ka name hai aziz ur rehman or mera name hai ismat walid muhamad naseem mother name haleema plz ap yeh istekhara zaroor nikalain or jald hi apka buhat shukar guzar hungi .
Answer:
Question: as salaam alikum mulana saab i wanted ask can u do a istkhara for my brother syed askari hassan his age is 29 his getting so many musibat my ami abu are stressed out for him can u tell me when will his problems will finish and what should we do can u help me please and can u tell me a dua to read for him and for him to read to. and we are very pershan for him and thing more we got to many problems in over family can u do a istkhra for that to please tell me back ill be waiting for your replie thank you
Answer:
Question: 1. can we perform Namaz istekhara to know cure to illness? 2. Can we perform Namaz Istekhara to know if the marraige is going to be success or not if already married. 3. We perform namaz istekhara to know if the treatement which is already goingon is right for us there is cure from it?
Answer:
Question: Assalomoalaikum mein kafi confusion mein hun..aik taraf meri khala ki beti he jis se mein chahta hn k shadi kr ln wo achi bhi h pr ziada parhi likhi nhi he or mein ne engineering ki hui he..ab meri confusion ye he k mujhe apni iss cousin se shadi kr leni chahie ya phr mujhe koi apne standard ki larki se karni chahie jo mere jitni parhi likhi ho..pr 2sri taraf se mein ye bhi sochta hn k parhi likhi ziada na bhi ho to koi masla nhi bcz mein ne job to karwani nhi usse..I really need some serious suggestion..Thankyou in advance
Answer:
Question: Mere bhai ke liye ek ladki ka istekhara dekha 6 saal pehle to mana aayi thi. 3 saal pehle phir hamne usi ladki ke sath ka istekhara dekha phir mana aayi thi. Ab ghar ke halat bahut badal gye .Bhai Africa me hai aur settled hogya hai ab Kya phir se usi ladki ke sath shaadi ka istekhara dekh sakte hai. Kindly reply de
Answer: