Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 25603
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalaam o alikum Mera sawal yeh hai k agr istikhara krna ho ksi shakhs k bare mei to kia Jo shakhs hamare dimagh mein hi jis per humen shak ho hum us k bare mein soch rhy hain or istkhara kr rhy hain k yehi hai or istkhara mein usin ka ishara mil jaye to yeh istkhara theek hoga??? Ya istkhara krte wqt ksi shakhs ko na sochen or pta krna matloob ho k Kon hai??? Kyu k aksr khuwab aise hote hain Jin k bare mein hum sochte hain usi se related humen khuwab aty hain. Kindly yeh chez clear kr den jaldi az jald

Answer:

Id: 25929
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Sir mere dost ne istikhara kia tha aik office ki meeting pr Karachi jane ka, aor jwab han me tha, lekin ab mosam ki khrabi aor flights delay hone ki wja se double-minded ho gia h q k wo pehle kbi flight pr ni betha. Kia ap bta skte hen k agr wo mosami soorat e haal ki wja se na jana chahe to kia kafara dila skta h ya kis trha Allah se maafi aor raza paa skta h?

Answer:

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 26064
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: I wanted to marry someone and without investigation of anything, his mother took istikhara. jo k sureh Ahzaab ayat 36 aai. molana said it is not good or 2 logon ne kaha k ye achi ayat hai. Ab mere ghr wale nae maan rhy(dar rhy hen). kindly guide k ye kaisi ayat hai agr shadi k istikhare k liye aaye? or mjhe shadi krni hai tuo iska koi munasib hal hai. buhat pareshan hun please reply

Answer:

Id: 26689
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Asalam o alaikum mujay ye puchna ha kay istekaray ki dua kisii bhi waqt parh saktay han na?q kay is dua mai hum allah se madad mangray han tu madad mangnay ka koi waqt tu nahi hota ha tu har waqt par sktay han na...kuch bolray nai par sktay ..q nai par sktay?allah se madad nai mang sktay allah se madad mangnay ka koi waqt hota ha kia? ?

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!