Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Id: 17629
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: If a mother's angry anf puch on her child nose and blood come out is that's sin.

Answer: Islam me wali k ilawa aulad ko marne ki ijazat nhi hai aur wali k lie bhi bs itna allow hai k jild laal na ho wagarna diyyat lazim ajaegi.. Aulad k opar yh haram hai k apne walidain ki dil azari ka sabab banein aur agr walidain, aulad ki behtri k lie koi hukm dein aur uss ki nafarmani se unki dil azari hoti ho to agarche vo kaam wajib nh hai lekin cho k waldain ka hukm hai lehaza vo Wajib hoga (Reff: Minhaj Agha Sistani d.m Part II) [Updated on 09-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 18094
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: کیا یتیم بچے کی ولدیت پر اپنا نام درج کروا سکتے

Answer: NULL

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id: 19196
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: zana se paida hone wale bachy ki kya hasiyat ho g?

Answer: Zina se paida hone wale aulaad apne najaaiz mah or baap or qarebi rishtedaaro se meraas nahe pati or ye saare louq zina se paida hone wale se meraas nahe paate. Zina se paida hone wale ke piche louq namaz jamaat nahe perh sate kyu ke imam jamat ka halaal zada hona zarori hay .or us ki taqleed nahe katsakte . Zina se paida hone wala agar shadi kare or koi baccha paida ho tu wo halaal zaada hay Na mehram ke sath hambistari karna zina kehlaye ga Aur zina karna haram aur gunahan e kabeera main sai hai. lihaza is se tauba karen. aur zina k zariye jo aulad ho gi wo haram zada ho gi. (Ref: Minhaaj us Saliheen, Ayatullah Sistani(d.b), Part #1, edition 1443 hij, Maslah #30,minhajussuleheen,aytullah sistani (d.b),part# 3,edition1443 hij maslah#978, tuizi masail,aqa sistani,pg no.225,masla:1434,2,2424). [Updated on 09-Feb-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 19413
Mujtahid:
Date: 23 Apr,2024

Question: kiya larki k paidaish k baal kaatwana jaiz hai ya nh kyun k saudi mumalik mey aisa nh krte iska koi reference ho to wo b sath mey btaiyega

Answer: No-molood (larka ho ya larki) ke sar ke baal saatwen din (7th day) modana jaiz hai balke mustahab bhi hai. (Ref: Tauzeeh ul masail jaame, Ayatullah Sistani(d.b), part #4, maslah #368). [Updated on 21-Mar-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Id: 21339
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Can you please give details of Aqeeqah of the New Born. Also if you can let me know as to you can eat Aqeeqah Meet and Who not? Also kindly let me know if the bones of Aqeeqah Animal can be broken while cutting meat or not? Brain from head and Feet of the animal can be given to someone or buried as without as it is? Jazak Allah.

Answer:

Id: 21797
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: assalamo alaikum sir mera sawal yeh hy k kya jub pehla baby peda hota hy uske sir k bal utar kr kya krna chahye ?? kuch logon ka kehna hy k bal rakh lena chahye or kuch ka kehna hy k phank dena chahye ,, kya ap meharban kr k quran ki roshni mein bta saktey hein k kya tareeka hy ,,bal rakhney chahye ya phank dena chahye ??? assalamo alaikum ..thanks ..ALLAH HAFIZ

Answer:

Id: 22176
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: ASALAMWALEKUM. MERI SHADI 25.05.2012 ME HUYI HAI. MERE HUSBAND KA NAAM SHAIK HUSSAINSAHEB. MERA NAAM ZAREENA HAI. MY AB 8 MAHINEKI PREGNANT HU. MERE KU BACHA OR BACHI HO THO MY KYA NAAM RAKHNA TIK LAGTHA HAI KI PLEASE AAP JAWAB DIJIYE. MY AAP KE JAWAB KA INTIZAR KARUNGI THANKING YOU,

Answer:

Id: 22409
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Ma na apni bhanji jis ka walid ki death jab meri behan 7 mah ki hamla thi Or meri behan bachi ki pedaish ka 3 ghantay bad bachi ko meray hawalay kar ka intaqal kar gai ma na bachi ko apna feed karwaya ab woh bachi 16 year ki ho gai ha usa pata ha ka hum us ka waldain nahi hai. Jab birth certificate bana to us na apni marzi sa apna razai baap ka nam likhwaya. pochna yeh ha NIKAH kay waqt kis baap ka nam sa NIKAH ho ga, mehrbani farma kar is ka jawab anayt farma dain shukriya

Answer:

Id: 23192
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: Assalam o alaikum plzz mje guide krden..kya behan apny bhai ko nehla skti hai jb k uska bhai 10 sal ka hai or kya bhai apni behan ko nehla sakta hai. Aesi maa ki tarbiyat par uska beta kya kary jab k uski maa usko uski behno or czns k samny nehla dti ho ya kapry badal dti ho.plz guide kren qk aj kal hr maa apny betay ko sab k samny kapny change krdti hai lekin apni beti.k sath aesa nhe karti..plz jawab zror den

Answer:

Id: 23781
Mujtahid:
Date: 22 May,2024

Question: meri biwi ke pehle khawand se 2 bete hein jo mere ghar un ke sath rehte hein, ab mere 2 bache hein meri biwi un bachon ko un ke baap ko nahi dena chahti or nahi us se milnwana chahti hy. to kiya wo theek kar rahi hy? mera zehen ye kehta hy ke wo 2 bache us ke baap ki amanat hein jo or amanat mein khayanat nahi honi chahiye. bara beta 13 saal ka ho chuka hy or wo apne baap se milna bhi chahta hy.

Answer:

Related:

Audio Masail:

  NON-MUSLIM KI DHOYE HUWE CHEEZ NAJIS HOTE HAI Download

Fiqhi Books

Istiftaát
Read Online!
Mujtahid se pooche gay sawalat Part 1 Download!
Wasiyat Nama Read Online!
Terminology of Fiqh Read Online!